Holi re holi masto ki toli
Bhude jawan sab yaar hamjoli
Holi re holi masto ki toli
Bhude jawan sab yaar hamjoli
Garibon ki holi tarang wali
Kitane rang badle yeh matwali
Garibon ki holi tarang wali
Kitane rang badle yeh matwali
Pichkari maro re gori ke gaalo pe
Laali pe chd jaaye aur laali
Garibon ki holi tarang wali
Kitane rang badle yeh matwali
Garibon ki holi tarang wali
Kitane rang badle yeh matwali
Thodi si daulat hai thoda sa rang bhi
Thodi si daulat hai thoda sa rang bhi
Thodi mithai hai thodi si bhang bhi
Jhoom le thoda masti puri
Lakh bahane kya majboori
Lakh bahane kya majboori
Mausam basnti hai kaahe ko banti
Aye mil jaa re ham se o dilwali
Garibon ki holi tarang wali
Kitane rang badle yeh matwali
Rango ki barkha rangeeno ka saath hai
Aise mein aa jaaye baalm to baat hai
Aise mein aa jaaye baalm to baat hai
Bheega joban bheegi saari
Aaj to har cheez hamari
Aaj to har cheez hamari
Mausam basnti hai kaahe ko banti
Aye mil jaa re ham se o dilwali
Garibon ki holi tarang wali
Kitane rang badle yeh matwali
Chhila ji kya rakha rango ke thaal mein
Chhila ji kya rakha rango ke thaal mein
Jo rang chaho lelo mere gaal mein
Rangberanga mukh gori
Ka ang bhi hai satranga
Rangberanga mukh gori
Ka ang bhi hai satranga
Deke baaho mein kas dun to
Bhul jaaye hud danga
Re phir dekh dekh aa ha
Chhaila jee main bhigu maru aisa dhkka
Chhaila jee main bhigu maru aisa dhkka
Nikal jaage tikat bina hi phir se culcatta
Re phir dekh dekh aa ha ha.
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Mohammed Rafi