Khel tamaashe wali are
Aayi re aayi re aayi
Kamaal mori bindiya
Kamaal mora jhumka
Kamaal mori bindiya
Kamaal mora jhumka
Bajaay ke chalu bichhuva
Lagaaye ke chalu thumka
Kamaal mori bindiya
Kamaal mora jhumka
Bajaay ke chalu bichhuva
Lagaaye ke chalu thumka
Kamaal mori bindiya
Kamaal mora jhumka
Kamaal mori bindiya ho
Na karu koi gulami
Na du kisi ko salaami
Haath aau kisi ke to
Log kare badnaami
Bade gulfaam mile
Subah aur sham yaha
Sabhi ko mujhse koi
Kaam yaha kaam yaha
Huzur main hu tohfa
Bahaar ke mausam ka
Kamaal mori bindiya
Kamaal mora jhumka
Kamaal mori bindiya ho
Ek diwane ne puchha
Kya teri ho gayi shadi
Tu jo kunwari hain
Aaja banke meri shehzaadi
Mere sarkaar suno
Sone chandi ke liye
Yaha jo bechte dil main
Wo nahi main wo nahi
Maaf karo raja
Fareb na do hum ka
Kamaal mori bindiya
Kamaal mora jhumka
Kamaal mori bindiya hay
Mere hontho ki hasi
Meri aankho ka nasha
Mere aanchal ki hawa
Mere zulfo ki ghata
Kisi ko maar gayi
Kisi ko taar gayi
Mera dil le ek magar
Mere dildaar kayi
Koi de chhalla koi anguthi
Wada bhi ye jhutha
Nishani bhi ye jhuthi
Ghunghru bajaati
Main to jaha jaau
Ungli pe saare
Zamaane ko nachaau
Ilaaz karu main to har
Dil ke har ek gham ka
Kamaal mori bindiya
Kamaal mora jhumka
Kamaal mori bindiya
Kamaal mora jhumka
Bajaay ke chalu bichhuva
Lagaaye ke chalu thumka
Kamaal mori bindiya
Kamaal mora jhumka
Kamaal mori bindiya hoy.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Kishore Kumar, Mohammed Rafi