Dharam se badh ke karam hain
Krishan ne geeta mein hain yahi kaha
Dharam se badh ke karam hain
Krishan ne geeta mein hain yahi kaha
Geeta ki saugand karungi
Wahi jo geeta mein hain likha
Geeta ki saugand geeta ki saugand
Geeta ki saugand geeta ki saugand
Dharam se badh ke karam hain
Krishan ne geeta mein hain yahi kaha
Dharam se badh ke karam hain
Krishan ne geeta mein hain yahi kaha
Dharam se badh ke karam hain
Geeta ki saugand karungi
Wahi jo geeta mein hain likha
Geeta ki saugand geeta ki saugand
Kisi se na anaay karungi
Na anaay sahungi
Angaaro pe chal ke bhi
Sachayi ki baat karungi main
Lobh moh aur ahankaar se
Mujhko koi kaam nahi
Karam yogini hu aur apne
Karam pe atal rahungi main
Paap ke toofano se ladana
Aaj se hai kaam mera
Geeta ki saugand karungi
Wahi jo geeta mein hain likha
Geeta ki saugand geeta ki saugand
Geeta ki saugand geeta ki saugand
Kah do ye aprad se meri aur
Se bhi ye tayari hai
Aaj dekhana hai ki paap ka
Palda kitna bari hai
Dharam sahi ek sacha sona
Lekin dharam kasouti hai
Dharam yudh to bhut huye
Ab karam yudh ki baari hai
Karam krishan hai karan hai geeta
Karam ki hi jai hogi sada
Geeta ki saugand karungi
Wahi jo geeta mein hain likha
Geeta ki saugand geeta ki saugand
Geeta ki saugand geeta ki saugand
Dharam se badh ke karam hain
Krishan ne geeta mein hain yahi kaha
Dharam se badh ke karam hain
Krishan ne geeta mein hain yahi kaha
Geeta ki saugand karungi
Wahi jo geeta mein hain likha
Geeta ki saugand geeta ki saugand
Geeta ki saugand geeta ki saugand
Geeta ki saugand.
Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Sadhana Sargam
Mohammed Aziz
Alka Yagnik, Sadhana Sargam