Ghata chha gayi hai bahar aa gayi hai
Ho ghata chha gayi hai bahar aa gayi hai
Ye rut hampe yun meharban ho gayi
Mohabbat meri ab jawa ho gayi hai
Ghata chha gayi hai
Bahar aa gayi hai
Main pyasa rahi tu panghat ki rani
Bujha pyas meri teri meharbani
Ghata chha gayi hai bahar aa gayi hai
Ye duriya fasle kyu
Ab dil se dil ko jod do
Ye duriya fasle kyu
Ab dil se dil ko jod do
Aa tujhko baho mein bhar loon
Aa tujhko baho mein bhar loon
Ho laaz ke pahre tod do
Kahi kho gayi hu teri ho gayi hoon
Main pyasa rahi tu panghat ki rani
Bujha pyas meri teri meharbani
Ghata chha gayi hai bahar aa gayi hai
Tu mere bachpan ka sathi
Kheli khel tere angana
Tu mere bachpan ka sathi
Kheli khel tere angana
Aayi jawani to pahna
Aayi jawani to pahna
Kangana tere nam ka
Dil aa gaya hai
Ke nasha cha gaya hai
Ho ye rut hampe meharba ho gayi hai
Mohabbat meri ab jawa ho gayi hai
Ghata chha gayi hai bahar aa gayi hai
Leke zamane ki khushiya
Aa chal mere sang mein
Leke zamane ki khushiya
Aa chal mere sang mein
Ye teri kaya hai kori
Ye teri kaya hai kori
Rang du pyar ke rang mein
Utre jo sawan man gaye sajan
Ho mai pyasa rahi tu panghat ki rani
Bujha pyas meri teri meharbani.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar, Manmohan Singh