Ghunghat mein mukhde ko
Kyu main chhupau
Ha ghunghat mein mukhde ko
Kyu main chhupau
Roop diya ram ne to kyu na dikhau
Ghunghat mein mukhde ko
Kyu main chhupau
Ghunghat mein mukhde ko
Kyu main chhupau
Roop diya ram ne to kyu na dikhau
Duniya ki nazro se tujhko bachau
Duniya ki nazro se tujhko bachau
Roopmati aa tujhko dil mein basau
Roopmati aa tujhko dil mein basau
Naina katile kale nashile
Tirchhi adaye kamsin umar hai
Jogan rasila kitna chhabila
Lambi late hai patli kamar hai
Bal khake kyu na mai thumka lagau
Bal khake kyu na mai thumka lagau
Roop diya ram ne to kyu na dikhau
Duniya ki nazro se tujhko bachau
Duniya ki nazro se tujhko bachau
Roopmati aa tujhko dil me basau
Roopmati aa tujhko dil me basau
Madhuban ki sari khusbhu churake
Aayi kaha se phulo ki rani
Mukhde pe tere chanda ki aabha
Khilte gulabo jaisi jawani
Sapno ki dulhan main tujhko banau
Sapno ki dulhan main tujhko banau
Roopmati aa tujhko dil me basau
Ghunghat mein mukhde ko
Kyu main chhupau
Ha ghunghat mein mukhde ko
Kyu main chhupau
Roop diya ram ne to kyu na dikhau
Roop diya ram ne to kyu na dikhau.
Asha Bhosle, Pandit Satyasheel Deshpande
Bela Sulakhe
Alka Yagnik, Vinod Rathod
Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)
Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)
Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy