Ghunghroo Toot Gaye - Dharam Kanta lyrics | Dharam Kanta - Ghunghroo Toot Gaye lyrics

Ghunghroo Toot Gaye is a hindi song from the 1982 movie Dharam Kanta. Ghunghroo Toot Gaye singer is Asha Bhosle. Ghunghroo Toot Gaye composer is Naushad Ali and Ghunghroo Toot Gaye lyricist or song writer is Majrooh Sultanpuri. Ghunghroo Toot Gaye music director is Naushad Ali. Ghunghroo Toot Gaye features Raaj Kumar, Rajesh Khanna, Jeetendra, Waheeda Rehman, Reena Roy, Sulakshana Pandit, Amjad Khan. Ghunghroo Toot Gaye director is and the producer is . The audio of Ghunghroo Toot Gaye song was released on 13th August, 1982 by Saregama. Ghunghroo Toot Gaye YouTube video song can be watched above.


Salim tere jaha ki har rasam chod di hai
Sarmo haya ki maine janjir tod di hai
Maine chod di sabki laz
Maine chod di sabki laz
Mai aisa jhum ke nachi aaj
Ke ghunghru tut gaye
Hoo ke ghunghru tut gaye


Maine chod di sabki laz
Maine chod di maine chod di
Maine chod di sabki laz
Mai aisa jhum ke nachi aaj
Ke ghunghru tut gaye
Haay re ke ghunghru tut gaye


Takrayi jo apne dibar se
Dil dhadka mohabbat ke dar se
Takrayi jo apne dibar se
Dil dhadka mohabbat ke dar se


Baho me jo usne gher liya
Kuch kar na saki muh fer liya
Baho me jo usne gher liya
Kuch kar na saki muh fer liya
Mohe lut gaya ek chor ke padi mai aisi kamjor
Ke ghunghru tut gaye
Ke ghunghru tut gaye


Kyu aaj jamane se darna
Ruswayi ka gum bhi kya karna
Kyu aaj jamane se darna
Ruswayi ka gum bhi kya karna


Hasna ke aasu pina hai
Ek rat mujhe to jina hai
Hasna ke aasu pina hai
Ek rat mujhe to jina hai
Mai chali piya ki or
Jawani aisi hai ruh jor
Ke ghunghru tut gaye
Ke ghunghru tut gaye


Rahta tha jo mere khwabo me
Taswir thi jiski aankho me
Rahta tha jo mere khwabo me
Taswir thi jiski aankho me


Baje hai kahi bhi sahnayi
Mai samjhi milan ki rat aayi
Baje hai kahi bhi sahnayi
Mai samjhi milan ki rat aayi
Mai aisi hui behal
Mai aisi hui behal


Kuch aisi uljhi meri chal
Ke ghunghru tut gaye
Ghunghru re ghunghru re
Ghunghru re
Ke ghunghru tut gaye


Kuchh der ka ye afsana hai
Bas dil ko yahi samjhana hai
Kuchh der ka ye afsana hai
Bas dil ko yahi samjhana hai


Jajir mai jisse ghayal thi
Dunia ki najar me payal thi
Jajir mai jisse ghayal thi
Dunia ki najar me payal thi
Wo kat gayi aaj janjir
Maine chalaya aisa teer
Ke ghunghru tut gaye


Maine chod di sabki laz
Mai aisa jhum ke nachi aaj
Ke ghunghru tut gaye
Ke ghunghru tut gaye.



Movie/album: Dharam Kanta
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Music Label: Saregama
Starring: Raaj Kumar, Rajesh Khanna, Jeetendra, Waheeda Rehman, Reena Roy, Sulakshana Pandit, Amjad Khan
Release on: 13th August, 1982
1. Who is the music director of the song Ghunghroo Toot Gaye
Ans: Ghunghroo Toot Gaye song music director is Naushad Ali
2. Who is/are the singer/singers of the song Ghunghroo Toot Gaye
Ans: Ghunghroo Toot Gaye song singer is Asha Bhosle
3. Who is the Composer of the song Ghunghroo Toot Gaye
Ans: Ghunghroo Toot Gaye song composer is Naushad Ali
4. Who is the Lyricist of the song Ghunghroo Toot Gaye
Ans: Ghunghroo Toot Gaye song lyricist is Majrooh Sultanpuri
5. What is the movie of the song Ghunghroo Toot Gaye
Ans: Ghunghroo Toot Gaye song is from Dharam Kanta
6. Who wrote the song Ghunghroo Toot Gaye
Ans: Ghunghroo Toot Gaye song is written by Majrooh Sultanpuri

Find other songs in - Dharam Kanta

2
Tera Naam Liya Dil Tham Liya

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

3
Duniyan Chhoote Yaar Na Chhoote

Bhupinder Singh, Mohammed Rafi

4
Yeh Gotey Dar Lahenga

Asha Bhosle, Mohammed Rafi