Gulshan aur gulzaro mein
In masti bhare nazaro mein
Darta hu yeh dil mera
Kahi dub na jaaye baharo mein
Lut gaya ho dil lut gaya ha ha
Lut gaya ho dil lut gaya
Lut gaya ho dil lut gaya
Kuch leke pyar nighaho se
Kuch lipat ke teri baho se
Lut gaya ho dil lut gaya
Lut gaya ho dil lut gaya
Hai shauk teri in aankhon mein
Pal bhar ko tar jau main
Didar mukamal ho jaaye
Agar dil mein thahar jau main
Ek khwabe mohabbat banke
Neendo mein bhi ghul jau main
Ek khwabe mohabbat banke
Neendo mein bhi ghul jau main
Tere pyar ki dhadkan ko chhu kar
Kuch aur nikhar jau main
Tu dekh le meri aankhon mein
Tujhe dhund liya hai lakho mein
Lut gaya ho dil lut gaya
Lut gaya ho dil lut gaya
Jab pyar jawa ho jata hai
Kaynat hansi ho jati hai
Agar husn aur ishq mile dono
Mulakat hansi ho jati hai
Jis baat se pyar ki baat chale
Wo baat hansi ho jati hai
Jis bat se pyar ki baat chale
Wo baat hansi ho jati hai
Dil mein koi bas jaaye to
Har raat hansi ho jati hai
Is dil ka tuhi sahara hai
Mausam ne yahi pukara hai
Lut gaya ho dil lut gaya
Lut gaya ho dil lut gaya
Kuch leke pyar nighaho se
Kuch lipat ke teri baho se
Lut gaya ho dil lut gaya
Lut gaya ho dil lut gaya
Ha lut gaya ho dil lut gaya
Lut gaya ho dil lut gaya
Lut gaya ho dil lut gaya.
Mohammed Rafi