Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Tuhi hai jisne banaya hai deewana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Aaja gale se lag ja re karke koi bahana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Tere hi sapne din ko bhi dekhu
Jaane mujhe kya hua
Tere hi sapne din ko bhi dekhu
Jaane mujhe kya hua
Raato ko chhede jab teri bate
Pal mein sawera hua
Aaja gale se lag ja re karke koi bahana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Tuhi hai jisne banaya hai deewana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Jab se mili hai tujhse yeh nazre
Kuch bekarari si hai
Jab se mili hai tujhse yeh nazre
Kuch bekarari si hai
Pee to nahi hai phir bhi na jaane
Kyu yeh khumari si hai
Aaja gale se lag ja re karke koi bahana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Tuhi hai jisne banaya hai deewana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Kuch to nirali teri ada hai
Tujhpe jo marte hai hum
Kuch to nirali teri ada hai
Tujhpe jo marte hai hum
Puchha to hota tune o zalim
Kyu aahe bharte hai hum
Aaja gale se lag ja re karke koi bahana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Tuhi hai jisne banaya hai deewana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana
Yeh dil hai teri hi nigaho ka nishana.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)