Ha dekh lo ishq
Ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishq
Ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishq
Ka martaba dekh lo
Jo mohbbat me jo mohbbat me
Sab kuchh luta baitha
Sari dunia ko ha sari dunia ko
Dil se bhula baitha
Uski surat me
Yaro khuda dekh lo
Dekh lo ishk ka
Martaba dekh lo
Ha dekh lo ishk
Ka martaba dekh lo
Ishk sari khudayi ki buniyad hai
Ishk hi se ye dunia ko abad hai
Galtiya do dilo ki basata hai ye
Or ispe maja khud ye barbad hai
Ha ha brbad hai khud ye barbad hai
Ishk ki ye anokhi ada dekh lo
Dekh lo ishk ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishq ka martaba dekh lo
Pyar ki rah me deewar khadi hoti hai
Ishk ke paw me janjir padi hoti hai
Phir na deeware na janjire najar ati hai
Ankh mahbub se jis wakt ladi hoti hai
Bin piye jo chade
Ha bin piye jo chade wo nasha dekh lo
Dekh lo ishk ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishk ka martaba dekh lo
Heer ranjhe ka mel ho jata
Ishk phir ek khel ho jata
Soni ko mahwal mil jata
Aa wo phir pyar ki kasam khata
Aise bhi laila se juda hoke
Aj tak jinda hai fanah hoke
Seere farad ek ho jate
Ishk ki aag wo dubo jate
Nam jis chiz ka mohabbat hai
Bekarari hi uski dolat hai
Aashiki gum ka nam hai pyare
Ek tadap ka nam hai ye pyare
Husan hai shama ishk parwana
Ye bhi diwani wo bhi diwana
Aag me jal gaye jo deewane
Log kahte hai unke afsane
Jamin pe bichade
Jo dil asmaa pe jake mile
Yaha ke jalme waha pe
Sitare ban ke khile
Itgaa dekhli itgaa dekhli
Imthaa dekhlo
Dekh lo ishk ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishk ka martaba dekh lo.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)