Itni jaldi kahan jate ho
Jara sham to ho jane do
Jis kaam ko dono aaye hai
Wo kaam to ho jane do
Ab kaam nahi hone wala hai
Jara jaldi hai mujhe jane do
Jis kaam ko dono aaye hai
Wo kaam to ho jane do
Tu kahne ka matlab samjh gaya
Ab kahne ko kuchh bhi na raha
Meri gadi ka kuchh bhi na ho saka
Mere dil ko uska ab tak fikar laga
Tune dil ki sab baate
Bas bas teri pasand main samjh gaya
Tu samjh gaya to kahde na
Yahi kahta hu mujhe jane do
Jis kaam ko dono aaye hai
Wo kaam to ho jane do
Ye kismat wala kon hai bata
Taswir banai tune hai jiski
Wo mere naino mein rahta hai jo
Maine cheez basai dil mein hai uski
Jeevan bhar ka sath bandha hai
Abhi abhi to hai pyar suru hua
Maine jeevan tujhko saup diya
Anjaam to iska hone do
Tumko to jaldi jana tha
Jao na mujhe bhi jane do
Itni jaldi kaha jati ho
Jara sham to ho jane do
Jis kaam ko dono aaye hai
Wo kaam to ho jane do.
Anil Krishna Biswas, Waheedan Bai
Anil Krishna Biswas
Anil Krishna Biswas, Waheedan Bai
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Anuradha Paudwal, Kishore Kumar
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Bela Sulakhe, Kumar Sanu
Vipin Desai, Vipin Sachdeva
Kavita Krishnamurthy