Haan Yeh Mana Meri Jaan - Hanste Zakhm lyrics | Hanste Zakhm - Haan Yeh Mana Meri Jaan lyrics

Haan Yeh Mana Meri Jaan is a hindi song from the 1973 movie Hanste Zakhm. Haan Yeh Mana Meri Jaan singers are Mohammed Rafi, S.Balbir. Haan Yeh Mana Meri Jaan composer is Madan Mohan Kohli and Haan Yeh Mana Meri Jaan lyricist or song writer is Kaifi Azmi. Haan Yeh Mana Meri Jaan music director is Madan Mohan Kohli. Haan Yeh Mana Meri Jaan features Navin Nischol, Priya Rajvansh, Balraj Sahni, Nadira. Haan Yeh Mana Meri Jaan director is and the producer is . The audio of Haan Yeh Mana Meri Jaan song was released on 25th January, 1973 by Saregama. Haan Yeh Mana Meri Jaan YouTube video song can be watched above.


Hai re tauba
Hai re tauba yeh jawani
Yeh jawani kaa garur
Ishk ke samne phir bhi
Sar jhukana hi pada
Kaisa kahete the naa aayenge
Kaisa kahete the naa aayenge
Magar dil ne iss tarah
Pukara tumhe aana hi pada


Han yeh mana meri
Jan mohabat saja hai
Han yeh mana meri
Jan mohabat saja hai
Maja isme itana
Magar kisliye hai
Maja isme itana
Magar kisliye hai
Woh ek bekarari
Jo abtak idahar thi
Woh hi bekarari
Udhar kis liye hai
Abhi tak toh idhar
Thi udhar kisliye hai
Kisliye hai han kisliye hai
Han yeh mana meri
Jan mohabat saja hai
Maja isme itana
Magar kisliye hai
Maja isme itana
Magar kisliye hai


Bahelna naa jane
Badalna naa jane
Tamana machal ke
Sambhalna najane
Tamana machal ke
Sambhalna najane
Bahelna naa jane
Badalna naa jane
Tamana machal ke
Sambhalna najane
Tamana machal ke
Sambhalna najane
Karib aur aao
Kadam toh badhao
Juka du naa me
Sar toh sar kis liye
Juka du naa me
Sar toh sar kis liye
Han yeh mana meri
Jan mohabat saja hai
Maja isme itana
Magar kisliye hai
Maja isme itana
Magar kisliye hai


Najare bhi dekhe
Ishare bhi dekhe
Kai khubsurat
Sahare bhi dekhe
Kai khubsurat
Sahare bhi dekhe
Najare bhi dekhe
Ishare bhi dekhe
Kai khubsurat
Sahare bhi dekhe
Nam kya chij hai
Ijjat kya hai sone chandi
Ki hakikat kya hai
Lakh bahalaye koyi
Daulat se pyar ke
Samne daulat kya hai
Najare bhi dekhe
Ishare bhi dekhe
Kai khubsurat
Sahare bhi dekhe
Kai khubsurat
Sahare bhi dekhe
Jo maikhene jake
Me sagar uthao
Toh phir yeh nasili
Najar kisliye hai
Toh phir yeh nasili
Najar kisliye hai
Han yeh mana meri
Jan mohabat saja hai
Maja isme itana
Magar kisliye hai
Maja isme itana
Magar kisliye hai


Tumhi ne savanra
Tumhi ne sajaya
Mere sune dil ko
Tumhi ne basaya
Mere sune dil ko
Tumhi ne basaya
Tumhi ne savanra
Tumhi ne sajaya
Mere sune dil ko
Tumhi ne basaya
Jis chaman se bhi
Tum gujar jao har
Kali par nikhar aajaye
Ruth jo toh ruth jai
Khuda aur jo has do
Toh bahar aa jaye
Tumhi ne savanra
Tumhi ne sajaya
Mere sune dil ko
Tumhi ne basaya
Mere sune dil ko
Tumhi ne basaya
Tomhare kadam se
Hai ghar me ujala
Agar tum nahi toh
Yeh ghar kis liye hai
Agar tum nahi toh
Yeh ghar kis liye hai
Han yeh mana meri
Jan mohabat saja hai
Maja isme itana
Magar kisliye hai


Woh ek bekarari
Jo abtak idahar thi
Woh hi bekarari
Udhar kis liye hai
Woh hi bekarari
Udhar kis liye hai.



Movie/album: Hanste Zakhm
Singers: Mohammed Rafi, S.Balbir
Song Lyricists: Kaifi Azmi
Music Composer: Madan Mohan Kohli
Music Director: Madan Mohan Kohli
Music Label: Saregama
Starring: Navin Nischol, Priya Rajvansh, Balraj Sahni, Nadira
Release on: 25th January, 1973
1. Who is the music director of the song Haan Yeh Mana Meri Jaan
Ans: Haan Yeh Mana Meri Jaan song music director is Madan Mohan Kohli
2. Who is/are the singer/singers of the song Haan Yeh Mana Meri Jaan
Ans: Haan Yeh Mana Meri Jaan song singers are Mohammed Rafi, S.Balbir
3. Who is the Composer of the song Haan Yeh Mana Meri Jaan
Ans: Haan Yeh Mana Meri Jaan song composer is Madan Mohan Kohli
4. Who is the Lyricist of the song Haan Yeh Mana Meri Jaan
Ans: Haan Yeh Mana Meri Jaan song lyricist is Kaifi Azmi
5. What is the movie of the song Haan Yeh Mana Meri Jaan
Ans: Haan Yeh Mana Meri Jaan song is from Hanste Zakhm
6. Who wrote the song Haan Yeh Mana Meri Jaan
Ans: Haan Yeh Mana Meri Jaan song is written by Kaifi Azmi

Find other songs in - Hanste Zakhm

2
3
4
Tum Jo Mil Gaye Ho

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi