Haath mein jaam na loon
Jaam ka naam na loon
Rup amrit jo mile
Jahar se kaam na loon
Haath mein jaam na loon
Jaam ka naam na loon
Rup amrit jo mile
Jahar se kaam na loon
Haath mein jaam na loon
Kisi payal ki sada
Kisi aanchal ki hawa
Zinda rakhe hai mujhe
Afsarao ki ada
Kisi payal ki sada
Kisi aachal ki hawa
Zinda rakhe hai mujhe
Afsarao ki ada
Main hu gulfam magar
Jine ka naam na loon
Rup amrit jo mile
Jahar se kaam na loon
Haath mein jaam na loon
Jo khuda puchhe mujhe
Are kya hai darkar tujhe
Jo khuda puchhe mujhe
Kya hai darkar tujhe
Mangu bas husn ka de
Yuhi didar mujhe
Jo khuda puchhe mujhe
Kya hai darkar tujhe
Mangu bas husn ka de
Yuhi didar mujhe
Main to saki ke siwa
Koi inam na loon
Rup amrit jo mile
Jahar se kaam na loon
Haath mein jaam na loon
Takhat aur taaj sabhi
Are lagte hai jhuth mujhe
Takhat aur taaj sabhi
Lagte hai jhuth mujhe
Unche mahlo ki chamak
Lagti hai lut mujhe
Takhat aur taaj sabhi
Lagte hai jhuth mujhe
Unche mahlo ki chamak
Lagti hai lut mujhe
Hasi pehlu jo mile
Kahi aaram na loon
Rup amrit jo mile
Jahar se kaam na loon
Haath mein jaam na loon
Jaam ka naam na loon
Rup amrit jo mile
Jahar se kaam na loon
Haath mein jaam na loon.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar
Kishore Kumar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Asha Bhosle
Asha Bhosle