Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi - Bandi lyrics | Bandi - Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi lyrics

Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi is a hindi song from the 1957 movie Bandi. Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi singer is Kishore Kumar. Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi composer is Hemanta Kumar Mukhopadhyay and Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi lyricist or song writer is Rajendra Krishan. Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi music director is Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi features Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar, Nanda, Bina Rai, Shyama, Kanhaiyalal, Kammo, Leela Mishra. Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi director is and the producer is . The audio of Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi song was released on 15th June, 1957 by Saregama. Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi YouTube video song can be watched above.


Dhat tere ki
Phunk phunk kar chulhaa
Ankhiyan ka bhayo satyaanaash
Haldi devi bahu hai apni
Shrimati mirchi apni saas
Haan bol mere dukhiya man kab tak
Ye chulha ye chauka
Ye jhaadu ye bartan
Ye aata bataata
Ye gadbad gulata
Aur ye aur wo aur
Dhat tere ki
Par sab din na hot
Ek samaan panchhi
Kaahe hot udaas


Ek roz hamaari bhi daal galegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Bairi duniya jo dekhegi khub jalegi
Haan bairi duniya jo
Dekhegi khub jalegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi


Ho ho bhaiya hamaara hai
Ma ba pass haan haan
Haan haan bhaiya
Hamaara hai ma ba pass
Bhala kab tak ham
Khaate rahenge ye ghaas
Bhala kab tak ham
Khaate rahenge ye ghaas
Sukhi sukhi ghaas
Chhi chhi sadi sadi ghaas
Dhat tera satyanaash
Satyanaash satyanaash


Rukhi sukhi roti aur
Nimbu ka achaar
Haay haay jaane kab
Chhodega peechhaat hamaar
Haan haan rukhi sukhi
Roti aur nimbu ka achaar
Haay haay jaane kab
Chhodega peechha hamaar
Din honge ghareebi
Ke jis din khallas
Garam garam haan haan
Garam garam kachauri
Puri khub talegi
Garam garam kachauri
Puri khub talegi
Bairi duniya jo
Dekhegi khub jalegi
Bairi duniya jo
Dekhegi haay haay haay
Bairi duniya jo
Dekhegi haay haay
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi


Hoga ek din hamaare
Bhi paas bearer
Haan haan ha ha ha
Ho ho ho he he he
Hoga ek din hamaare
Bhi paas bearer
Dega darwaaze par
Gorkha pahraa
Dega darwaaze par
Gorkha pahraa hai hai
Main ban kar saahab
Gitpit english bolun re
Main ban kar saahab
Gitpit english bolun re
Ye chauka bartan chhod
Ke hotel kholun re
Ye chauka bartan chhod
Ke hotel kholun re


English bolun re hotel kholun re
Gitpit bolun re hotel kholun re
Nikle mera julus band baaze ke saath
Roz meri salaami ko top chalegi
Roz meri salaami ko top chalegi
Babaam bam babbam
Bam babbambab babam
Bairi duniya jo dekhegi khub jalegi
Haan bairi duniya jo
Dekhegi khub jalegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Ek roz hamaari bhi daal galegi
Arre daal galegi
Arre daal galegi arre daal haay
Arre gali re daal hey
Dhinka chachad
Dhinka chachad
Dhinka chachad
Dhinka chachad haay.



Movie/album: Bandi
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label: Saregama
Starring: Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar, Nanda, Bina Rai, Shyama, Kanhaiyalal, Kammo, Leela Mishra
Release on: 15th June, 1957
1. Who is the music director of the song Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi
Ans: Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi song music director is Hemanta Kumar Mukhopadhyay
2. Who is/are the singer/singers of the song Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi
Ans: Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi song singer is Kishore Kumar
3. Who is the Composer of the song Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi
Ans: Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi song composer is Hemanta Kumar Mukhopadhyay
4. Who is the Lyricist of the song Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi
Ans: Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi song lyricist is Rajendra Krishan
5. What is the movie of the song Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi
Ans: Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi song is from Bandi
6. Who wrote the song Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi
Ans: Ek Roz Hamaari Bhi Daal Galegi song is written by Rajendra Krishan

Find other songs in - Bandi

1
Ghar Ki Raunaq Hai Ghar Waali

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar

2
Yeh Mast Nazar Shokh Ada

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hemanta Kumar Mukhopadhyay

3
Gora Badan Mora Umariya

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

4
Ek Bade Baap Ki Beti

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

5
Kahe Sharmaye Gori

Asha Bhosle

6
Mere Haal Pe Na Hanso Chand

Lata Mangeshkar

7
Chup Ho Ja

Kishore Kumar

8
Jise Yaar Ka

Kishore Kumar, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)

9
10
Haath Mein Jaam Na Loon

Kishore Kumar

11
Dil Use Doongi

Asha Bhosle