Haaye Meri Uljhi Nazar - Aas Ka Panchhi lyrics | Aas Ka Panchhi - Haaye Meri Uljhi Nazar lyrics

Haaye Meri Uljhi Nazar is a hindi song from the 1961 movie Aas Ka Panchhi. Haaye Meri Uljhi Nazar singer is Lata Mangeshkar. Haaye Meri Uljhi Nazar composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Haaye Meri Uljhi Nazar lyricist or song writer is Shailendra (Shankardas Kesarilal). Haaye Meri Uljhi Nazar music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Haaye Meri Uljhi Nazar features Rajendra Kumar, Vyjayanthimala. Haaye Meri Uljhi Nazar director is and the producer is . The audio of Haaye Meri Uljhi Nazar song was released on 1st January, 1961 by Saregama. Haaye Meri Uljhi Nazar YouTube video song can be watched above.


Haye meri
Haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang
Dil ko rakhti kaha tak sambhalke
Haye meri najuk umar anjani dagar
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke


Chain kya hai nahi janti
Or rah rah ke dil thamti
Aaj kal dekhti hu jo shisha
Aaj kal dekhti hu jo shisha
Khud ko muskil se pahchanti
Haye meri
Haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang
Dil ko rakhti kaha tak sambhalke
Haye meri najuk umar anjani dagar
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke


Dil ye kahta hai chal us gali
Aankh unse ladi jis gali
Hosh laute to ghabra gayi mai
Hosh laute to ghabra gayi mai
Haye mai aa gayi kis gali me
Kis gali me
Haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang
Dil ko rakhti kaha tak sambhalke
Haye meri najuk umar anjani dagar
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke


Koi batlaye to pyar kya hai
Dil ka rah rah ke ikrar kya hai
Ye to mana ye dariya hai gahra
Ye to mana ye dariya hai gahra
Rah rah kar aati muskan kya hai
Muskan kya hai
Haye meri
Haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang
Dil ko rakhti kaha tak sambhalke
Haye meri najuk umar anjani dagar
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang
Dil ko rakhti kaha tak sambhalke
Haye meri najuk umar anjani dagar
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke.



Movie/album: Aas Ka Panchhi
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Release on: 1st January, 1961
1. Who is the music director of the song Haaye Meri Uljhi Nazar
Ans: Haaye Meri Uljhi Nazar song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Haaye Meri Uljhi Nazar
Ans: Haaye Meri Uljhi Nazar song singer is Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Haaye Meri Uljhi Nazar
Ans: Haaye Meri Uljhi Nazar song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Haaye Meri Uljhi Nazar
Ans: Haaye Meri Uljhi Nazar song lyricist is Shailendra (Shankardas Kesarilal)
5. What is the movie of the song Haaye Meri Uljhi Nazar
Ans: Haaye Meri Uljhi Nazar song is from Aas Ka Panchhi
6. Who wrote the song Haaye Meri Uljhi Nazar
Ans: Haaye Meri Uljhi Nazar song is written by Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Find other songs in - Aas Ka Panchhi

1
Ai Dil Pyar Ki Manjil

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

2
Dhire Chalao Zara

Lata Mangeshkar, Subir Sen

3
Zameen Kagaz Ki Ban Jaye

Mohammed Rafi

4
Raah Ke Taalib Hain

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

5
Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)