Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu - Aas Ka Panchhi lyrics | Aas Ka Panchhi - Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu lyrics

Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu is a hindi song from the 1961 movie Aas Ka Panchhi. Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu lyricist or song writer is Hasrat Jaipuri. Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu features Rajendra Kumar, Vyjayanthimala. Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu director is and the producer is . The audio of Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu song was released on 1st January, 1961 by Saregama. Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu YouTube video song can be watched above.


Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai


Haay dil ko churaakar le gayaa
Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa
Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa
Dekhnaa wo bigad kar phir hamen
Aur daanton mein ungli kaa daabnaa
Aur daanton mein ungli kaa daabnaa
O mujhe teri qasam
Yahi samaan maar gayaa
Isi jalwe pe tere
Donon jahaan haar gayaa
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai


Ye na samjho ki tumse door hoon
Ye na samjho ki tumse door hoon
Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon
Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon
Chaand ke sang jaise hai chaandni
Waise main bhi tere dil ke paas hoon
Waise main bhi tere dil ke paas hoon
Haay wo dil hi nahin jo na dhadaknaa jaane
Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane
Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai


Chaahe koi dagar ho pyaar ki
Khatm hogi na teri-meri daastaan
Khatm hogi na teri-meri daastaan
Dil jalegaa to hogi roshni
Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan
Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan
O sharad poonam ki rang bhari chaandni
Meri sab kuchh meri taqdeer meri zindagi
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai.



Movie/album: Aas Ka Panchhi
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Release on: 1st January, 1961
1. Who is the music director of the song Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu
Ans: Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu
Ans: Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu song singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu
Ans: Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu
Ans: Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu song lyricist is Hasrat Jaipuri
5. What is the movie of the song Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu
Ans: Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu song is from Aas Ka Panchhi
6. Who wrote the song Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu
Ans: Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu song is written by Hasrat Jaipuri

Find other songs in - Aas Ka Panchhi

1
Ai Dil Pyar Ki Manjil

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

2
Dhire Chalao Zara

Lata Mangeshkar, Subir Sen

3
Haaye Meri Uljhi Nazar

Lata Mangeshkar

4
Zameen Kagaz Ki Ban Jaye

Mohammed Rafi

5
Raah Ke Taalib Hain

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)