Hai re hai tera ghungta
Hai re hai tera ghungta
Nind churaye tera ghunghta
Nind churaye tera ghunghta
Chand ghata se nikle
Chand ghata se nikle
Koi uthaye tera ghunghta
Hai re hai tera ghungta
Hai re hai mera ghungta
Dil dhadkaye mera ghunghta
Ho laaj se mai mar jau re
Laaj se mai mar jau re
Jo tu uthaye mera ghunghata
Hai re hai mera ghungta
Bas ek ye ghunghat hai kya
Aise ho parde hazar
Hona ho to ho jata hai
Hota hai aisa ye pyar
O rahne bhi do jane bhi do
Iski jarurat nahi
Dete hai dil jo pyar me
Takti wo surat nahi
Kahe hataye mera ghunghta
Kahe hataye mera ghunghta
Laaj se mar jau re
Jo tu uthaye mera ghunghata
Hai re hai mera ghungta
Jab bhi jara aanchal mera
Sar se sarkane laga
Teri kasam sine me
Dam mera atakne laga
Fir kis tarah hum tum mile
Kaise mulakat ho
Madhosh mai khamosh
Tu aise koi bat ho
Bich me aaye tera ghunghata
Chand ghata se nikle
Koi uthaye tera ghunghta
Hai re hai tera ghungta
Mai kaun hu tu kaun hai
Sab yad hai na mujhe
Jab ye nasha cha jayega
Fir kuch na kahna mujhe
He jab pyara ka jadu kiya
Mujhpe bhi chal jayega
Ho jaungi bechain mai
Muh se nikla jayega
Mohe na bhaye mera ghunghta
Ho laaj se mai mar jau re
Ho laaj se mai mar jau re
Jo tu uthaye mera ghunghata
Hai re hai mera ghungta.
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle