Tu kahe rotee hain
Har aansu motee hai
Pyara sa teraa mukhda
Pyare se tere naina
Pariyo se bhee sundar
Meri bahena o meri bahena
Pyara sa teraa mukhda
Pyare se tere naina
Pariyo se bhee sundar
Meri bahena o meri bahena
Pyara sa teraa mukhda
Arre paglee phir rotee hai
Tu kahe rotee hain
Har aansu motee hai
Tu kahe rotee hain
Har aansu motee hai
Iss motee kee kimat
Kya janey anjane begane
Badlegi teree kismat
Sach hoga meraa kehna
Pariyo se bhee sundar
Meri bahena o meri bahena
Pyara sa teraa mukhda
Bajega sehnayee
Dekh jayega bhai
Bajega sehnayee
Dekh jayega bhai
Ek din apne man kee
Ashao kee sundar dolee me
Baithegee tu pehanke
Dulhan kaa har ek gehna
Pariyo se bhee sundar
Meri bahena o meri bahena
Pyara sa teraa mukhda
Bhai ki akhiyon se
Babul ki galion se
Bhai ki akhiyon se
Babul ki galion se
Jab door tujhe le jayenge
Barati jivan sathi
Mat rona yaad karke
Bas yu hi hasate rehna
Pariyo se bhee sundar
Meri bahena o meri bahena
Pyara sa teraa mukhda
Pyara sa teraa mukhda
Pyare se tere naina
Pariyo se bhee sundar
Meri bahena o meri bahena.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle