Haseeno Ke Jalwe - Babar lyrics | Babar - Haseeno Ke Jalwe lyrics

Haseeno Ke Jalwe is a hindi song from the 1960 movie Babar. Haseeno Ke Jalwe singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Sudha Malhotra. Haseeno Ke Jalwe composer is Roshanlal Nagrath (Roshan) and Haseeno Ke Jalwe lyricist or song writer is Sahir Ludhianvi. Haseeno Ke Jalwe music director is Roshanlal Nagrath (Roshan). Haseeno Ke Jalwe features Jagirdar, Azra, Shobha Khote, Sulochana Choudhary. Haseeno Ke Jalwe director is and the producer is . The audio of Haseeno Ke Jalwe song was released on null by Saregama. Haseeno Ke Jalwe YouTube video song can be watched above.


Haseeno ke jalwe pareshaan rahte
Aaa, ho
Haseeno ke jalwe pareshaan rahte
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Haseeno ke jalwe
Aaa
Muhabbat se tum log anjaan rahte
Aaa, haay
Muhabbat se tum log anjaan rahte
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Muhabbat se tum log anjaan rahte


Hamin ne tumhe jaane mehfil banaaya
Nigaahon ne khulne ke qaabil banaaya
Hamin ne sikhaaya tumhe waar karna
Huye qatl aur tumko qaatil banaaya
Huye qatl aur tumko qaatil banaaya
Ye sab naazo andaaz bejaan rahte
Bejaan rahte o
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Haseeno ke jalwe pareshaan rahte


Aaa, ho
Hamine tumhe pyaar ki roshni di
Jo aanchal se chhanti hai wo chaandni di
Nazar se jawaani ki shabnam lutaake
Tamaana ke har phool ko taazgi di
Tamaana ke har phool ko taazgi di
Chaman aarzuon ke weeran rahte
Weeraan rahte
Haan
Chaman aarzuon ke weeran rahte
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote


Agar ham na hote to kyaa baat banti
Syaah zulf kaise haseera Ugalti
Agar ham na chhahat ke kaseede lutaate
Khuda kis tarah husn ki baat banti
Khuda kis tarah husn ki baat banti
Buton ko khudaayi ke armaan rahte
Armaan rahte haan
Buton ko khudaayi ke armaan rahte
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Haseeno ke jalwe pareshaan rahte


Aaa, ho
Tumhe hamne jaadoo bhare khwaab bakshe
Andheri fizaaon ko mehtaab bakshe
Dilon ko wafa ka saleeka sikhaya
Dilon ko dhadakne ke aadaab bakshe
Dilon ko dhadakne ke aadab bakshe
Ye naadaan dil yoon hi naadaan rahte
Naadaan rahte haan
Ye nadaan dil yoon hi nadaan rahte
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Muhabbat se tum log anjaan rahte
Jawaan baajuon ko lachak hamne di hai
Haseen choodiyon ko khanak hamne di hai
Hamin ne bharaa loch in(?) Aayinon me
Tumhe bijliyon ki chamak hamne di hai
Tumhe bijliyon ki chamak hamne di hai
Tum is husn par khud pashemaan rahte
Pashemaan rahte haan
Tum is husn par khud pashemaan rahte
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Haseeno ke jalwe pareshaan rahte


Aaa
Duaa do ke tumko muhabbat sikhaadi
Murawwat sikhaadi sharaafat sikhaa di
Hamin ne tumhe dhange tahzeeb baksha
Hamin ne tumhe aadmiyat sikhaadi
Hamin ne tumhe aadmiyat sikhaadi
Zamaane mein wahshat ke saamaan rahte
Saamaan rahte haan
Zamaane mein wahshat ke saamaan rahte
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham, agar ham
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Agar ham na hote
Muhabbat se tum log.



Movie/album: Babar
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Sudha Malhotra
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Label: Saregama
Starring: Jagirdar, Azra, Shobha Khote, Sulochana Choudhary
Release on: null
1. Who is the music director of the song Haseeno Ke Jalwe
Ans: Haseeno Ke Jalwe song music director is Roshanlal Nagrath (Roshan)
2. Who is/are the singer/singers of the song Haseeno Ke Jalwe
Ans: Haseeno Ke Jalwe song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Sudha Malhotra
3. Who is the Composer of the song Haseeno Ke Jalwe
Ans: Haseeno Ke Jalwe song composer is Roshanlal Nagrath (Roshan)
4. Who is the Lyricist of the song Haseeno Ke Jalwe
Ans: Haseeno Ke Jalwe song lyricist is Sahir Ludhianvi
5. What is the movie of the song Haseeno Ke Jalwe
Ans: Haseeno Ke Jalwe song is from Babar
6. Who wrote the song Haseeno Ke Jalwe
Ans: Haseeno Ke Jalwe song is written by Sahir Ludhianvi

Find other songs in - Babar

1
Tum Maa Ho

Sudha Malhotra

2
Tum Ek Baar Mohabbat Ka

Mohammed Rafi

4
Payaam E Ishq Mohabbat

Sudha Malhotra