Hata do chehre se
Yeh zulfo ka nazuk phera
Yeh haseen ruh ko
Meri aankhon mein dhal jane do
Yu na dekho mere sajaan
Yeh nighe roko
Dil mein yeh bitaab ko
Phelo mein sambhal jane do
Sambhal jane do
Hata do chehre seyeh zulfe
Aaj yeh rut hain zawa
Tu bhi zawa hum bhi jawa
Aaj yeh rut hain zawa
Tu bhi zawa haa
Hum bhi jawa
Fir kabhi lot ke, fir kabhi lot ke
Aaye na aaye aisa saama
Aisa saama
Dekho yu zidd na karu
Baat meri maan bhi lo
Or kuch der mere dil ko
Bhal jaane do, bhal jaane do
Hata do chehre seyeh zulfe
Apne jo bhi kaha humne suna
Dil ne suna apne jo bhi kaha
Humne suna
Dil ne suna orr sunker
Dekhudi orr sunker
Dekhudi chaane lagi
Jane jaha jane jaha
Dekho yu zidd na karu
Baat meri maan bhi lo
Meri aankhon mein diye
Pyar ke jal jane do
Jal jane do
Hata do chehre seyeh zulfe
Jane man dekh lo
Palke utha ke tum idhar
Jane man dekh lo
Palke utha ke tum idhar
Pyaar mein dil to kya
Pyaar mein dil to kya
Haar chuke hai apna zigar
Apna zigar
Dekho yu zidd na karu
Baat meri maan bhi lo
Teer chalte hai mere dil pe
To chal jane do
To chal jane do.
Suman Kalyanpur
Kamal Barot
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi