Haye aankho mein tu hi tu
Saanso mein tu hi tu
Jab tak na dekhu surat ye
Teri kahi mera dil lage na lage na
Oye oye hoye huya kya puchho na
Arey hoga kya hoye janu na
Ye to bata de tu na mile to
Kyu chain dil ko mile
Na mile oye hoye hoye
Aankho mein tu hi
Tu saanso mein tu hi tu
O raho mein hi mehaki hawa
Kaliya gulab bichhaye
Bago mein tu aa jaye to
Dhadkan jawa badti jaye
Ye rat hansi ye wadiya
Ye naram khushbu ke jhonke
Chhayi hai kya madhoshiya
Dil jhume bechain hoke
Oye hoye hoye
Khawabo mein base tu
Arey phoolo mein hanse tu
Tu na hanse to teri kasam
Phir bago mein phool khile na khile na
Oye oye hoye huya kya puchho na
Arey hoga kya hoye janu na
O do ajnabi ek din sahi
Milke ho aise diwane
Kaisa lage bichhade huye
Sathi hai janmo ke purane
Hota hai kya hota hai
Kyu ye raz koi na jane
O milna ho to milne ki
Yu jhanjhat hai kab hone o ho o
Koi ye dekhe na arey koi ye jane na
Anjane koi phool aise chhu le
Pata kisi ko chale na chale na
Aankho mein tu hi
Tu saanso mein tu hi tu
Jab tak na dekhu surat ye teri
Kahi mera dil lage na
Lage na oye hoye hoye.
Mohammed Aziz
Bappi Lahiri
Gautam Ghose, Sapna Awasthi Singh, Shabbir Kumar
Asha Bhosle