Haye zalim haye zalim
Haye zalim tune pee hi nahi
Haye zalim tune pee hi nahi
Haye zalim
Sharab mein hai maza kya
Sharab mein hai maza kya
Teri bala jane
Sharab mein hai maza kya
Teri bala jane
Na pee ho jisne kabhi
Iski kadar kya jane
Na pee ho jisne kabhi
Iski kadar kya jane
Suna hai milti hai marne ke
Baad mein jannat mein
Suna hai milti hai marne ke
Baad mein jannat mein
Magar chupi hai
Wo jannat kaha khuda jane
Haye zalim haye
Zalim haye zalim
Haye zalim tune
Pee hi nahi
Tune pee hi nahi
Tune pee hi nahi
Tune pee hi nahi
Haye zalim
To ye kaho ye angur
Kisne paida kiya
Ye sabd rang ka billur
Kisne paida kiya
Ye sabd rang ka billur
Kisne paida kiya
Angur ke usi ras ko
Angur ke usi ras ko
Sharab kahte hai
Angur ke usi ras ko
Sharab kahte hai
Khuda ki chiz ko
Pagal azab kahte hai
Haye zalim ha haye zalim
Haye zalim haye
Zalim haye zalim
Tune pee hi nahi
Tune pee hi nahi
Tune pee hi nahi haye zalim
Hai tere pahlu mein
Saki bhi aur sharab bhi hai
Hai tere pahlu mein
Saki bhi aur sharab bhi hai
Ghata hai chhai hui
Ghata hai chhai hui
Sar pe aaftab bhi hai
Ghata hai chai hui
Sar pe aaftab bhi hai
Kise khabar hai ke
Saki ho kal sharab na ho
Kise khabar hai ke
Saki ho kal sharab na ho
Ye dono ho bhi to
Sayad tera sabab na ho
Haye zalim ha haye zalim
Haye zalim haye
Zalim haye zalim
Tune pee hi nahi
Tune pee hi nahi
Tune pee hi nahi
Haye zalim.
Zeenat Begum
Zeenat Begum
Zeenat Begum
N/A