Khudi ko kar buland itna
Ke har takdir se pahle
Khuda bande se khud puche
Bata teri raza kya hai
Hai badhke farishto se bhi
Insan teri shan
Khud ko jara pahchan
Tu khud ko jara pahchan
Hai badhke farishto se bhi
Insan teri shan
Khud ko jara pahchan
Tu khud ko jara pahchan
Is dunia me tune hi
Liya nam khuda ka
Liya nam khuda ka
Laya tha jami par tuhi
Paygam khuda ka
Paygam khuda ka
To usko khuda kahta
Agar hota na insan
Agar hota na insan
Hai badhke farishto se bhi
Insan teri shan
Khud ko jara pahchan
Tu khud ko jara pahchan
Rote hue mohtazo
Yakimo ko hasa de
In bujhte charago
Ko sakhawat se jaga de
Ek hath se agar
Apne lutayega khazane
Lutayega khazane
So hath se malik
Tere bhar dega khazane
Tu inka nigeba
Khdua tera nigeba
Lutayega khazane
Hai badhke farishto se bhi
Insan teri shan
Khud ko jara pahchan
Tu khud ko jara pahchan
Anjam tera tere hi
Hatho me hai nadan
Khud ko jara pahchan
Tu khud ko jara pahchan
Hai badhke farishto se bhi
Insan teri shan
Khud ko jara pahchan
Tu khud ko jara pahchan
Mathe se siya dag
Gunaho ke mita de
Gunaho ke mita de
Neki ke diye gum ke
Andhere me jala de
Andhere me jala de
Do din ki khushi ke liye
Tu bech na iman
Tu bech na iman
Hai badhke farishto se bhi
Insan teri shan
Khud ko jara pahchan
Tu khud ko jara pahchan
Jannat na pirona na yaji
Nadido ke liye hai
Allah ka ye ghar to
Sahido ke liye hai
Hai waqt sambhalne ka
Sambhal ja are nadan
Sambhal ja are nadan
Hai badhke farishto se bhi
Insan teri shan
Khud ko jara pahchan
Tu khud ko jara pahchan.
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Suman Kalyanpur
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Mohammed Rafi, Mubarak Begum
Shamshad Begum
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)