Ho gaya re ye sawan bairi
Ho gaya re ye sawan bairi
Jo aaj bhari baiya tori
Beiman tabiyat hui mori ho gori
Sun ke sawan ke geet
Ho gaya re ye sawan bairi
Ho gaya re ye sawan bairi
Jo aaj bhari baiya tori
Beiman tabiyat hui mori ho gori
Sun ke sawan ke geet
Ho gaya re ye sawan bairi
Ja raha tha khoya sara hi
Rashte me hi bijli si chamki
Pake tujhko aisi rut matwali ne
Jhum baitha is rut matwali me
Sun ke sawan ke geet
Ho gaya re ye sawan bairi
Ho gaya re ye sawan bairi
Dekh to he ankhiya li hai mund
Pad rahi hai barkha ki si bund
Chal gaya re ye jane kaisa jadu
Thamle mujhko mera man hai bekabu
Sun ke sawan ke geet
Ho gaya re ye sawan bairi
Ho gaya re ye sawan bairi
Pyar kya hai ab main samjha re
Pagal hai dil dhadkan ke mare
Pas aa ja tujhpe aisa mai chau
Badlo me tujhko lele ud jau
Sun ke sawan ke geet
Ho gaya re ye sawan bairi
Ho gaya re ye sawan bairi
Jo aaj bhari baiya tori
Beiman tabiyat hui mori ho gori
Sun ke sawan ke geet
Ho gaya re ye sawan bairi.
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar