Ha dekho na ha mai bhi to
Ha yahi kahti hu
Piya agar abhi na to phir kabhi na
Piya agar abhi na to phir kabhi na
Ye nashili ye rangili rat nahi phir aanewali
Haye haye haye haye haye
Agar abhi na to phir kabhi na
Piya agar abhi na to phir kabhi na
Ye nashili ye rangili rat nahi phir aanewali
Haye haye haye haye haye
Agar abhi na to phir kabhi na
Piya agar abhi na to phir kabhi na
Ek do pal ko mere siva ye
Duniya kya hai tu bhul ja
Ek do pal ko mere siva ye
Duniya kya hai tu bhul ja
Mahaki angdai bhi hai
Aur tanhai bhi hai
Hath me lekar hath hamara
Bat bhi hai samjhane wali
Haye haye haye haye haye
Agar abhi na to phir kabhi na
Piya agar abhi na to phir kabhi na
Hasrat jo tere dil me hai
Wo hi mere galo ke til me hai
Hasrat jo tere dil me hai
Wo hi mere galo ke til me hai
Nasha aisa kyu hai mujhe
Aa samjhau tujhe
Man sake to man bhi ja
Phir mai nahi samjhane wali
Haye haye haye haye haye
Agar abhi na to phir kabhi na
Piya agar abhi na to phir kabhi na
Khul kheli hai meri ada
Aise me tujhse parda bhi kya
Khul kheli hai meri ada
Aise me tujhse parda bhi kya
Ruk ruk dhadkan kyu chale
Chup chup dil kyu jale
Aaj ke shola hath se tere
Mai to hu bhadkanewali
Haye haye haye haye haye
Agar abhi na to phir kabhi na
Piya agar abhi na to phir kabhi na
Ye nashili ye rangili rat nahi phir aanewali
Haye haye haye haye haye
Agar abhi na to phir kabhi na
Piya agar abhi na to phir kabhi na.
Asha Bhosle, Hemant Kumar, Kishore Kumar
Asha Bhosle