Ho maine pyar kiya oy
Hoy kyaa jurm kiya
Ho maine pyar kiya oy
Hoy kyaa jurm kiya
In aankho ka rang ho
Gaya gulabi gulabi
Haye haye haye haye
Dil ki halat sharabi sharabi
In aankho ka rang ho
Gaya gulabi gulabi
Haye haye haye haye
Dil ki halat sharabi sharabi
Ho maine pyar kiya
Thar thar man mera kaape
Aankh meri sharmaye
O gore gore tan
Par aaj pasinaa aaye
Haye kahaan tak dil sambhaalu
Tir sa chubha kaise nikalu ho
Ho badh gayi aur
Dil ki betabi betabi
Haye haye haye haye
Dil ki halat sharabi sharabi
In aankho ka rang ho
Gaya gulabi gulabi
Ho maine pyar kiya
Jab jab unko dekhu
Aane lage angdayi
Jab jab unko dekhu
Aane lage angdayi
Dhire dhire aakhir
Man ki kali muskayi
Dhire dhire aakhir
Man ki kali muskayi
Haye karu kya hosh nahi hai
Ham kahi aur dil kahi hai ho
Ho ban ban dole
Umariya shababi shababi
Haye haye haye haye
Dil ki halat sharabi sharabi
In aankho ka rang ho
Gaya gulabi gulabi
Ho maine pyar kiya
Kya hai khataye
Meri aaj koi batlaye
Ho kaun se dil ko toda
Kaun se dil tadpaye
Pyar kiya hai pyar ko janu
Aur koi insaf na manu ho
Ho pyar ki har ada
Lajawabi lajawabi
Haye haye haye haye
Dil ki halat sharabi sharabi
In aankho ka rang ho
Gaya gulabi gulabi
Ho maine pyar kiya oy
Hoye kya jurm kiya
Ho maine pyar kiya oy
Hoye kya jurm kiya
In aankho ka rang ho
Gaya gulabi gulabi
Haye haye haye dil ki
Halat sharabi sharabi
In aankho ka rang ho
Gaya gulabi gulabi
Haye haye haye haye
Dil ki halat sharabi sharabi.
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)