Begani shadi me abdulla deewana
Aise manmauji ko mushkil hai samjhana
Begani shadi me abdulla deewana
Aise manmauji ko mushkil hai samjhana
Begani shadi me abdulla deewana
Aise manmauji ko mushkil hai samjhana
Hai na
Dulhan banungi mai doli chadhungi mai
Dur kahi balam ke dil me rahungi mai
Tum to paraye ho yun hi lalchaye ho
Jane kis dunia se jane kyu aaye ho
Jane kyu aaye ho
Begani shadi me abdulla deewana
Aise manmauji ko mushkil hai samjhana
Begani shadi me abdulla deewana
Aise manmauji ko mushkil hai samjhana
Hai na
Lahrati aau mai bal khati jaau mai
Khadi khadi raste me payal bajau mai
Palke bichhau mai dil me bulau mai
Samjhe na kuch bhi vo kitna samjhaau mai
Kitna samjhaau mai
Begani shadi me abdulla deewana
Aise manmauji ko mushkil hai samjhana
Begani shadi me abdullaa deewana
Dil ki in bato ko mushkil hai samjhana
Apna begana kaun jana anjana kaun
Apne dil se puchho dil ko pahchana kaun
Pal me lut jata hai yu hi bah jata hai
Shadi kisi ki ho apna dil gata hai
Apna dil gata hai
Begani shadi me abdulla deewana
Aise manmauji ko mushkil hai samjhana
Begani shadi me abdullaa deewana
Dil ki in bato ko mushkil hai samjhana.
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)