O bekarar dil thahar na
Itna bekarar ho woh aayenge
O bekarar dil thahar na
Itna bekarar ho woh aayenge
Woh aayenge to in labo pe
Phul muskurayenge woh aayenge
O bekarar dil thahar na
Itna bekarar ho woh aayenge
Ye kah raha hai aayina ke rup ko sawar le
Ke khatam honge aaj intzar ke ye silsile
Ye kah raha hai aayina ke rup ko sawar le
Ke khatam honge aaj intzar ke ye silsile
Woh aayenge woh aayenge to
Laut kar na jayenge woh aayenge
O bekarar dil thahar na
Itna bekarar ho woh aayenge
Sada yuhi bani rahe
Chamak damak ye mang ki
Ke din hai ye suhag ka
Ye rat hai suhag ki
Sada yuhi bani rahe
Chamak damak ye mang ki
Ke din hai ye suhag ka
Ye rat hai suhag ki
Suhag ke liye rat aaj milke
Phir manayenge woh aayenge
O bekarar dil thahar na
Itna bekarar ho woh aayenge
Ye ek dil hai umar ke
Har ek din se kimti
Is ek din to ye najar
Har ek din me dhundti
Ye ek dil hai umar ke
Har ek din se kimti
Is ek din to ye najar
Har ek din mein dhundti
Is ek din ka mol aaj pyar se
Chukayenge woh aayenge
O bekarar dil thahar na
Itna bekarar ho woh aayenge
O bekarar dil thahar na
Itna bekarar ho woh aayenge
Janam janam ke sath ka
Diya wachan nibhayenge
O bekarar dil thahar na
Itna bekarar ho woh aayenge.
Hemlata (Lata Bhatt), Jaspal Singh, Suresh Wadkar
Ravindra Jain