Mujhe mat dua de ke main baddua hu
Nahi tere qaabil ke main bewafa hu
Hua kya agar tu jara bewafa hain
Hua kya agar tu jara bewafa hain
Meri dilruba hain
Meri dilruba hain
Nahi gam agar tune dhokha diya hain
Tu jaan-e-wafa hain
Meri dilruba hain
Hua kya agar tu jara bewafa hain
Meri dilruba hain
Meri dilruba hain
Na kar meri taariff mujhko bhula de
Bhala mujhamein kya hai yeh mujhko bata de
Tera husna toh hai bada seedha sadha
Teri bewafaai haseen hai jyaada
Bade shauk se tod phir koi waada
Main aashiq hu jiska yahi woh adaa hain
Tu jaan-e-wafa hain meri dilruba hain
Hua kya agar tu jara bewafa hain
Meri dilruba hain
Meri dilruba hain
Tujhe jo diye hain woh gam yaad aaye
Mujhe aaj apane sitam yaad aaye
Sitamgar bhi hai toh meharbaan hai tu
Bhale kis khata pe pashemaan hai tu
Mujhe dard dekar pareshan hai tu
Yahi dard toh mere dil ki dawa hai
Tu jaan-e-wafa hain meri dilruba hain
Hua kya agar tu jara bewafa hain
Meri dilruba hain
Meri dilruba hain
Kahi hai jo tumne woh baaten hai jhuthi
Koi jhuth sach main nahi maanta hu
Main teri nigaahon ko pehchaanta hu
Main iske siwa kutch nahi jaanta hu
Jaha hain mohabbat waha aur kya hain
Tu jaan-e-wafa hain meri dilruba hain
Hua kya agar tu jara bewafa hain
Meri dilruba hain
Meri dilruba hain.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar