Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Apni to kismat ka sitara badal jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Apni to kismat ka sitara badal jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Baho me koi to nazare kisi par
Marte hai hum to is sadagi par
Baho me koi to nazare kisi par
Marte hai hum to is sadagi par
Tabhi yu hi kho jaye
Kabhi nazare na badale nazara badal jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Apni to kismat ka sitara badal jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Gero se pyar karte wade hai jhuthe
Khud sochiye dil kab tak na tute
Gero se pyar karte wade hai jhuthe
Khud sochiye dil kab tak na tute
Arey ye toba ye ankhe
Ek pal me jinka isara badal jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Apni to kismat ka sitara badal jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Chaliye kabul hame matlab ki yaari
Kab puri hogi hasrat hamari
Chaliye kabul hame matlab ki yaari
Kab puri hogi hasrat hamari
Koi to arma to nikale
Achchha hai dil pe dil dobara badal jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Apni to kismat ka sitara badal jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye
Kabhi ek nazar idhar bhi apki ho jaye.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mahendra Kapoor