Hum kon hai, tere fan hai,
Hum kon hai, tere fan hai
Jabse dekha hai,
Yun jabse dekha hai
Tujhe betab hai, bechain hai
Hum kon hai, tere fan hai,
Hum kon hai, fan hai,
Tere fan hai, fan hai
Jabse dekha hai
Tujhe betab hai, bechain hai
Hum kon hai, fan hai,
Tere fan hai, fan hai
Apne in deewano
Ka le le salam tu
Apni ek tasveer hi dede,
Likh kar apna naam tu
Apne in deewano
Ka le le salam tu
Apni ek tasveer hi dede,
Likh kar apna naam tu
Tere kadmo mein jhuke
Jane kab se ye nain hai
Hum kon hai, fan hai,
Tere fan hai, fan hai
Jabse dekha hai
Tujhe betab hai, bechain hai
Hum kon hai, fan hai,
Tere fan hai, fan hai
Kitna bada khiladi tu,
Khelo ke medan ka
Kitna bada khiladi tu,
Khelo ke medan ka
Ek mahbub akela
Tu sare hindustan ka
Ek mahboob akela
Tu sare hindustan ka
Tere naam se roshan
Apne jeevan ke din rain hai
Hum kon hai, fan hai,
Tere fan hai, fan hai
Jabse dekha hai
Tujhe betab hai, bechain hai
Hum kon hai, fan hai,
Tere fan hai, fan hai
Aapki badi nawajish hai,
Aapka main mashkur hoon
Aapki badi nawajish hai,
Aapka main mashkur hoon
Mujhko ye malum na tha,
Main itana mahshur hu
Aap hi meri shoharat,
Izajat, mera chain hai
Hum kon hai, tere fan hai,
Hum kon hai, tere fan hai
Jabse dekha hai
Tujhe betab hai, bechain hai
Hum kon hai, tere fan hai,
Hum kon hai, tere fan hai
Hum kon hai, tere fan hai,
Hum kon hai, tere fan hai.
Kishore Kumar
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Alka Yagnik, Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar