Panch Unglion Ki - All Rounder lyrics | All Rounder - Panch Unglion Ki lyrics

Panch Unglion Ki is a hindi song from the 1984 movie All Rounder. Panch Unglion Ki singers are Alka Yagnik, Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor. Panch Unglion Ki composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Panch Unglion Ki lyricist or song writer is Anand Bakshi. Panch Unglion Ki music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Panch Unglion Ki features Kumar Gaurav, Rati Agnihotri. Panch Unglion Ki director is and the producer is . The audio of Panch Unglion Ki song was released on 31st December, 1984 by Saregama. Panch Unglion Ki YouTube video song can be watched above.


Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani
Panch unglio ki hai ye kahani,
Ye pahli ungli hai sabse pyari
Ye pahli ungli hai sabse pyari,
Deti hai, leti hai
Deti hai, leti hai,
Deti hai dil jab koi kawari
Isme pahne wo, pahane isme wo,
Isme pahne wo piya ki nishani
Panch unglio ki hai ye kahani,
Logo suno suno, haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani


Kya kam hai dusari ungli ka,
Bhala kya kam hai dusari ungli ka
Ise lagaye mathe pe tika,
Ise lagaye mathe pe tika
Jab ran mein utre,
Ran mein jab utre,
Utre jab ran mein jhansi
Ki rani, panch
Unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani


Tisari ungli se bachke rahana,
Tisari ungli se bachke rahana
Ab to kaha ye phir na kahana,
Ab to kaha ye phir na kahana
Sharam se ho gayi, sharam se
Haye haye, sharam se ho gayi
Mai pani pani,
Panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani


Is chothi ungli ka khel sara,
Is se kiya jata hai ishara
Is chothi ungli ka khel sara,
Is se kiya jata hai ishara
Aage na puchho,
Puchho na aage,
Aage na puchho to maharbani
Panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani


Baki bacha kya ye ek angutha, arey,
Baki bacha kya ye ek angutha
Jisko dikhaya wo humse rutha,
Jisko dikhaya wo humse rutha
Dushman bana haye,
Dushman haye haye,
Dushman bana pal mein
Dil ka jane, panch
Unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno,
Haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani,
Panch unglio ki hai ye kahani
Panch unglio ki hai ye kahani.



Movie/album: All Rounder
Singers: Alka Yagnik, Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Kumar Gaurav, Rati Agnihotri
Release on: 31st December, 1984
1. Who is the music director of the song Panch Unglion Ki
Ans: Panch Unglion Ki song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Panch Unglion Ki
Ans: Panch Unglion Ki song singers are Alka Yagnik, Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor
3. Who is the Composer of the song Panch Unglion Ki
Ans: Panch Unglion Ki song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Panch Unglion Ki
Ans: Panch Unglion Ki song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Panch Unglion Ki
Ans: Panch Unglion Ki song is from All Rounder
6. Who wrote the song Panch Unglion Ki
Ans: Panch Unglion Ki song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - All Rounder

1
O Re Babuaa

Kishore Kumar

2
Mere Kurte Mein

Alka Yagnik, Suresh Wadkar

3
Jaan Jab Jab

Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar

4
Hum Kaun Hain

Asha Bhosle, Suresh Wadkar