Hum paale hai toofan ke
Rakhwale desh ki aan ke
Hum paale hai toofan ke
Rakhwale desh ki aan ke
Issi liye keh late hai
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Ye raam rahim ka bharat hai
Ye krishan karim ka bharat hai
Majhab hai juda imaan wahi
Sau besh magar insaan wahi
Jinhe jaan se pyari aan rahi
Aur jinse desh ki shaan rahi
Ye desh hai in jabajo ka
Arjun se teer andazo ka
Hum banke nishan dikhayenge
Un veero ki santan ke
Issi liye keh late hai
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Ye desh hai gautam gandhi ka
Ye desh hai nanak tulsi ka
Shivaji shubhash jawahar ka
Ye desh hai laal bahadur ka
Kasmir se kanyakumari tak
Kitne hi chaman iss desh ke hai
Sukhdev bhagatsingh rajguru
Anmol ratan iss desh ke hai
Jo kehte hai kar dete hai
Pakke hai bade juban ke
Issi liye keh late hai
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Barut ko nauto mein bhar kar
Kheti jo kare hathiyaro ki
Us dusman ko chatavani hai
Iss desh ke paheredaro ki
Bharat ke jawa bache budhe
Bedar bhi hai hoshiyar bhi hai
Bharat ki aan pe aaj sabhi
Mar mitne ko taiyar bhi hai
Hum unke dusman hai jani
Jo dusman hai insaan ke
Issi liye keh late hai
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Hum paale hai toofan ke
Rakhwale desh ki aan ke
Hum paale hai toofan ke
Rakhwale desh ki aan ke
Issi liye keh late hai
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke
Bete hindustan ke
Hum bete hindustan ke.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Udit Narayan
Kavita Krishnamurthy
Mohammed Aziz
Alka Yagnik
Mohammed Aziz