Woh din na rahe to ye din bhi
Ae yaar gujar hi jayenge
Woh din na rahe to ye din bhi
Ae yaar gujar hi jayenge
Jab gham ki ghata chhat jayengi
Jab gham ki ghata chhat jayengi
Rangin sawere aayenge
Woh din na rahe to ye din bhi
Ae yaar gujar hi jayenge
Dukh sukh ka mausam hota hai
Har zakhm ka marham hota hai
Dukh sukh ka mausam hota hai
Har zakhm ka marham hota hai
Bas yaad rahe ye baat meri
Dukh baato kam hota hai
Hum dukh sukh bat ke aapas mien
Jeevan ko swarg banayenge
Hum dukh sukh bat ke aapas mien
Jeevan ko swarg banayenge
Jab gham ki ghata chhat jayengi
Jab gham ki ghata chhat jayengi
Rangin sawere aayenge
Woh din na rahe to ye din bhi
Ae yaar gujar hi jayenge
Din raat badalte rehte hai
Haalat badalte rehte hai
Din raat badalte rehte hai
Haalat badalte rehte hai
Dil ek rehta hai lekin jazbaat badalte hai
Jazbaat ki garmi se hum tum
Patthar mein phool khilayenge
Jazbaat ki garmi se hum tum
Patthar mein phool khilayenge
Jab gham ki ghata chhat jayengi
Jab gham ki ghata chhat jayengi
Rangin sawere aayenge
Woh din na rahe to ye din bhi
Ae yaar gujar hi jayenge
Ae yaar gujar hi jayenge
Ae yaar gujar hi jayenge.
Asha Bhosle, Udit Narayan
Kavita Krishnamurthy
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Alka Yagnik
Mohammed Aziz