Hum teri gali se dur chale
O bedardi majboor chale
Hum teri nazar se dur chale
Na chahke bhi majboor
Hum teri nazar se dur chale
Na chahke bhi majboor
Kismat se ladan mushkil hai
Kismat ko yahi manzoor
Hum teri nazar se dur chale
Na chahke bhi majboor
Ab yaad kar aye tute dil
Ulfat kadvi baato ko
Aankho mein jo tak jaati thi
Un jhilmil karti raato ko
Roshan hi rhae unki duniya
Teri duniya se dur shai
Hum teri nazar se dur chale
Na chahke bhi majboor
Jo dil se bhool gaye kisi ko
Tu unko yaad mein le jaana
Has has ke mohabbat ki khushiya
Aye dil barabaad kiye jaana
Duniya ki shikayat kaun kare
Duniya ka yahi dastoor sahi
Hum teri nazar se dur chale
Na chahke bhi majboor.
Pushpa Hans
G. M. Durrani
Pushpa Hans
Sulochana Kadam