Kisi bedard ne aisa
Jalaya aasiya dil ka
Ke baaki reh gaya sine mein
Dhoondhla sa nishaan
Tadpana aur chup rehna
Tadpana aur chup rehna
Mohabbat aur kya hogi
Agar yeh bhi nahi chahat
To chahat aur kya hogi
Tadpana aur chup rehna
Mohabbat aur kya hogi
Agar yeh bhi nahi chahat
To chahat aur kya hogi
Qayamat se bahut phele
Qayamat hone de dil
Qayamat se bahut phele
Qayamat hone de dil
Milna uar bichhad jaana
Qayamat aur kya hogi
Agar yeh bhi nahi chahat
To chahat aur kya hogi
Mohabbat unse ki thi
Aur duniya bhoola di thi
Mohabbat unse ki thi
Aur duniya bhoola di thi
Sivay is ke dil ko unse
Shikayat aue kya hogi
Agar yeh bhi nahi chahat
To chahat aur kya hogi
Tadpana aur chup rehna
Mohabbat aur kya hogi
Agar yeh bhi nahi chahat
To chahat aur kya hogi.
Pushpa Hans
Krishna Goyal
Pushpa Hans
Sulochana Kadam