Ham to jhuk kar salam karte hai
Ham to jhuk kar salam karte hai
Wo najar se salam karte hai
Wo najar se salam karte hai
Salam karte hai
Hum to jhuk kar jhuk kar
Salam karte hai
Wo najar se najar se
Salam salam karte hai
Karte hai hum to jhuk kar
Salam karte hai
Ye karishma to dekho nasib ka
Dekho nasib ka unse nikla hai
Rishta karib ka dekho karib ka
Ye karishma to dekho nasib ka
Nasib ka unse nikla hai
Rishta karib ka karib ka
Ye karishma to dekho nasib ka
Unse nikla hai rishta karib ka
Jinke ghar hum kayam karte hai
Jinke ghar hum kayam karte hai
Hum abhi intzam karte hai
Hum abhi intzam karte hai
Khel ulta tamam karte hai
Khel ulta tamam tamam karte hai
Hum abhi intzam karte hai
Aisa mauka to
Milta hai kabhi kabhi
He ji kabhi kabhi
Inki khatir tawajo
To karde abhi abhi
Ha ji abhi abhi
Bada hi fayda hame
Hua hai aaj mahfil se
Jinhe hum dhundhte fir te hai
Aaj aaye hai mushkil se
Aisa mauka to
Milta hai kabhi kabhi
Inki khatir tawajo
To karde abhi abhi
Inke jalwo ko aam karte hai
Inke jalwo ko aam karte hai
Hum dar ke mare salam
Salam karte hai karte hai
Wo akad ke akad ke
Salam salam karte hai karte hai
Fir bhi so so salam karte hai
Ye mulakat koi nayi nahi
Ha ji nayi nahi mil hi jate hai
Aksar kahi na kahi
Wo hamara hi kam karte hai
Wo hamara hi kam karte hai
Hum abhi intzam karte hai
Humse izzat mili
Hamse sohrat mili
Hamse sohrat mili
Nokri inko apni badolat mili
Hamko pakda ke naam karte hai
Hamko pakda ke naam karte hai
Aji naam karte hai
Hum abhi intzam karte hai
Hum abhi intzam karte hai
Hum dar ke mare salam
Salam karte hai karte hai
Wo akad ke akad ke
Salam salam karte hai karte hai
Hum to yuhi salam karte hai
Hum to yuhi salam karte hai.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Mahendra Kapoor
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar