Apni mao bahno ki
Rahne de kalai nangi
Apni mao bahno ki
Rahne de kalai nangi
Tod de chudi wale
Ye chudiya satrangi
Ye mal videshi leke
Is desh mein aaye firangi
Tod de chudi wale
Ye chudiya satrangi
Ye mal videshi leke
Is desh mein aaye firangi
Barso ki gulami ki bediya hai
Yeh choodiyan nahin
Hathkadiya hai
Yeh choodiyan nahin
Hathkadiya hai
Are bhej ke khel khilone
Kya ye sarkar karegi
In paiso se fasi ke
Fande tyar karegi
Are bhej ke khel khilone
Kya ye sarkar karegi
In paiso se fasi ke
Fande tyar karegi
Jab bichhad rahe hai bete
Kya ma singar karegi
Jab bichhad rahe hai bete
Kya ma singar karegi
Ye kurbani ki ghadiya hai
Yeh choodiyan nahin
Hathkadiya hai
Yeh choodiyan nahin
Hathkadiya hai
Ye saman hai pyara
Ya apni laaz hai pyari
Dusman ka sath na dena
Mat katna ye gaddari
Ye saman hai pyara
Ya apni laaz hai pyari
Dusman ka sath na dena
Mat katna ye gaddari
Ghar se bahar galiyo mein
Tu fek de chize sari
Tu fek de chize sari
Sun aye bharat ki nari
Sun aye bharat ki nari
Tu fek de chize sari
In sabko aag lagado
In sabko aag lagado
Har dil me josh jaga do
Vande matram vande matram
Vande matram vande matram
Vande matram vande matram…
Bhej ke khel khilone
Kya ye sarkar karegi
In paiso se fasi ke
Fande taiyar karegi
Jab bichhad rahe hai bete
Kya ma singar karegi
Kya ma singar karegi
Kya ma singar karegi.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Sapan Chakraborty
Sapan Chakraborty
Anand Bakshi
Amit Kumar