Aaj ki rat hai chayi
Hui rangin fiza
Aise hi waqt me hoti
Hai mohabbat ki khata
Humne dekha baithe
The ki parda utha
Unpe padte hi najar
Dil ne ye kaha kya
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye rama
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye rama
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye
Rah gaya dekhta surat
Ko ter itera khuda
Jo bhi pahucha teri
Mahfil khuda ko bhul gaya
Rah gaya dekhta surat
Ko teri tera khuda
Jo bhi pahucha teri
Mahfil khuda ko bhul gaya
Tere kuje me jo aaya
Wo kahi ka na raha
Teri mahfil se jo nikla
Yahi kahta nikla
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye rama
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye rama
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye
Hum wafa dhundhne
Nikle na mili hamko wafa
Kya sunaye kya tamasha
Hua armano ka
Hum wafa dhundhne
Nikle na mili hamko wafa
Kya sunaye kya tamasha
Hua armano ka
Koi raste me luta aur
Koi manjil pe luta
Lutte lutte barbad dil ne kaha
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye rama
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye rama
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye
Rat ate hi sitaro se
Falak sajne laga
Mahfile ishk jami
Dard ka afsana chida
Rat ate hi sitaro se
Falak sajne laga
Mahfile ishk jami
Dard ka afsana chida
Chand ruksat ke liye
Bhari mahfil se utha
Tham ke dil ko machalte
Hue taro ne kaha
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye rama
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye rama
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye
Dil kisi se tod ke bedard piya
Rang mehandi ka jo hatho
Pe tha wo khun bandha
Dil kisi se tod ke bedard piya
Rang mehandi ka jo hatho
Pe tha wo khun bandha
Ik dulhan jo khamosh khamosh rahi
Chand kaliyo ko phul ne kaha
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye rama
Haye rama haye rama haye rama
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye rama
Hum to lut gaye
Mohabbat me haye.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
Asha Bhosle
Amit Kumar