Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho - Bobby lyrics | Bobby - Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho lyrics

Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho is a hindi song from the 1973 movie Bobby. Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho singers are Lata Mangeshkar, Shailendra Singh. Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho lyricist or song writer is Anand Bakshi. Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho features Rishi Kapoor, Dimple Kapadia. Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho director is and the producer is . The audio of Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho song was released on 1st November, 1973 by Shemaroo. Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho YouTube video song can be watched above.


Baahar se koi andar na aa sake
Andar se koi baahar na jaa sake
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chaabi kho jaaye
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chaabi kho jaaye
Tere nainon ki bhoolbhulaiya
Mein bobby kho jaaye
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chaabi kho jaaye


Aage ho ghanghor andhera
Baba mujhe darr lagta hai
Peechhe koi daaku lootera
Hm kyoon darra rahe ho
Aage ho ghanghor andhera
Peechhe koi daaku lootera
Upar bhi jaana ho mushkil
Neeche bhi aana ho mushkil
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Hum tum kahin ko jaa rahe ho
Aur rasta bhool jaaye
O ho


Hum tum kabhi ko jaa rahe ho
Aur rasta bhool jaaye
Teri baiyaan ke jhoole mein
Saiyaan bobby jhool jaaye
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chaabi kho jaaye


Basti se door parbat ke
Peechhe masti mein choor
Ghane pedon ke neeche
Andekhi anjaani si jaga ho
Bas ek hum ho duji hawa ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho


Hum tum ek jungle se
Guzre aur sher aa jaaye
Hum tum ek jungle se
Guzre aur sher aa jaaye
Sher se main kahoon tumko
Chhod de mujhe khaa jaaye
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chaabi kho jaaye
Aise kyoon khoye khoye ho
Jaage ho ke soye hue ho


Kya hoga kal kisko khabar hai
Thoda sa mere dil mein yeh darr hai
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Hum tum yunhi hans khel rahe ho
Aur aankh bhar aaye
Hum tum yunhi hans khel rahe ho
Aur aankh bhar aaye
Tere sar ki kasam tere
Gham se bobby mar jaaye
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chaabi kho jaaye
Tere nainon ki bhoolbhulaiya
Mein bobby kho jaaye
Hum tum hum tum
Ek kamre mein band ho
Ek kamre mein band ho


Aur chaabi kho jaaye
Aur chaabi kho jaaye
Aur chaabi kho jaaye
Aur chaabi kho jaaye
Kho jaaye.



Movie/album: Bobby
Singers: Lata Mangeshkar, Shailendra Singh
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Shemaroo
Starring: Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Release on: 1st November, 1973
1. Who is the music director of the song Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho
Ans: Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho
Ans: Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho song singers are Lata Mangeshkar, Shailendra Singh
3. Who is the Composer of the song Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho
Ans: Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho
Ans: Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho
Ans: Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho song is from Bobby
6. Who wrote the song Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho
Ans: Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Bobby

1
Na Mangun Sona Chandi

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Shailendra Singh

2
Mujhe Kuchh Kahna Hai

Lata Mangeshkar, Shailendra Singh

3
Main Shayar To Nahin

Shailendra Singh

4
Jhoot Bole Kauva Kate

Lata Mangeshkar, Shailendra Singh

5
Beshak Mandir Masjid

Narendra Chanchal

6
Ankhiyon Ko Rahne De

Lata Mangeshkar

7
Ae Ae Ae Phansa

Lata Mangeshkar