Main tere ishq mein
Mar na jaaun kahin
Tu mujhe aazmane
Ki koshish na kar
Main tere ishq mein
Mar na jaaun kahin
Tu mujhe aazmane
Ki koshish na kar
Khubsoorat hai tu to
Hoon mein bhi hasin
Mujhse nazrein churane
Ki koshish na kar
Main tere ishq mein
Shauk se tu mera imtihaan le
Shauk se tu mera imtihaan le
Tere kadmon mein
Rakh di hai jaan le
Bekadarbekhabar
Maan ja ziddh na kar
Todkar dil mera ae
Mere hamnasheen
Is tarah muskurane
Ki koshish na kar
Khubsoorat hai tu to
Hoon mein bhi hasin
Mujhse nazrein churane
Ki koshish na kar
Main tere ishq mein
Pher li kyon nazar
Mujhse ruth kar
Pher li kyon nazar
Mujhse ruth kar
Dil ke tudke hue tut-tut kar
Kya kaha dilruba
Tu hai mujhse khafa
Ke bahane hai yeh
Yeh haqueekat nahin
Tu bahane banane
Ki koshish na kar
Khubsoorat hai tu to
Hoon mein bhi hasin
Mujhse nazrein churane
Ki koshish na kar
Main tere ishq mein
Kab se bethi hoon
Mein intazaar mein
Kab se bethi hoon
Mein intazaar mein
Jhootha wada hi
Kar koi pyar mein
Kya sitam hai sanam
Tere sar ki kasam
Yaad chahe na kar to
Mujhe gam nahin
Haan magar bhool
Jaane ki koshish na kar
Main tere ishq mein
Mar na jaaon kahin
Tu mujhe aazmane
Ki koshish na kar
Main tere ishq mein.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Gayatri Ganjawala, Shankar Mahadevan
Sushma Shrestha (Poornima), Udit Narayan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Udit Narayan
Sushma Shrestha (Poornima), Udit Narayan