Ham tumhare liye tum hamare liye
Ham tumhare liye tum hamare liye
Phir jamane kaa kya hai hamara na ho
Aap ke pyar kaa jo mile aasra
Aap ke pyar kaa jo mile aasra
Phir khuda kaa bhi
Beshak sahara na ho
Ham tumhare liye
Tum hamare liye
Tum hi ho dil me tum
Hi ho meri nigaho me
Na aur aayega abb
Koyi meri raho me
Karu na aarzu karu na aarzu
Marne ke bad jannat ki
Agar yeh zindagi
Gujare tumhari baho me
Pyar ke chand se rat roshan rahe
Pyar ke chand se rat roshan rahe
Phir koyi aasman pe sitara na ho
Ham tumhare liye tum hamare liye
Najar najar se kadam
Se kadam milaye huye
Chale hain wakt ki
Raftar ko bhulaye huye
Bahar puchh rahi hai
Bahar puchh rahi hai
Chaman ke phulo se
Yeh kaun aaya ke tum
Sab ho sar jukaye huye
Ho sab ho sar jukaye huye
Soch me phul hai
Ham agar chal diye
Soch me phul hai
Ham agar chal diye
Phir chaman me
Kabhi yeh najara na ho
Ham tumhare liye
Tum hamare liye
Phir jamane kaa
Kya hai hamara na ho
Aap ke pyar kaa jo mile aasra
Phir khuda kaa bhi
Beshak sahara na ho
Ham tumhare liye tum hamare liye
Ham tumhare liye tum hamare liye.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar