Hum Watan Ke - Jai Bharat lyrics | Jai Bharat - Hum Watan Ke lyrics

Hum Watan Ke is a hindi song from the 1936 movie Jai Bharat. Hum Watan Ke singer is Sardar Mansoor. Hum Watan Ke composer is Master Mohammad and Hum Watan Ke lyricist or song writer is N/A. Hum Watan Ke music director is Master Mohammad. Hum Watan Ke features Master Mohammed. Hum Watan Ke director is and the producer is . The audio of Hum Watan Ke song was released on 1st January, 1936 by Saregama. Hum Watan Ke YouTube video song can be watched above.


Jaanen nissar karnaa,
Azaadi-e-watan par
Dekho khizaan na aaye
Phoole phale chaman par
Hans hans ke waar lenaa
Teer-o-tabar ke tan par
Ek ek katraa khoon
Ho gul ki tarah badan par
Hum par karey jo hamlaa
Mil kar jahaan saara
Jhukne na paaye phir bhi
Bhaarat nishaan hamaara


Mere bhaayio,
Apne pyaare senapati ji
Ko aakhri salaam
Kar ke rukhsat karo


Hum watan ke
Watan hamaara
Bhaarat mata jai jai jai
Hum watan ke
Watan hamaara
Bhaarat mata jai jai jai
Tan mann tujh par arpan saara
Bhaarat mata jai jai jai
Tan mann tujh par arpan saara
Bhaarat mata jai jai jai
Ek kaan ke do hain heere
Hindu muslim ka naata
Kaaba kaashi donon aalaa
Bhaarat sab ki hai maata
Baandhe kamar khadey
Hargiz na hum daren
Sheron se jaa laden
Satt par hum ha ha ha
Baandhe kamar khadey
Hargiz na hum daren
Sheron se jaa laden
Satt par hum ha ha ha
Hum watan ke
Watan hamaara


Bhaarat mata jai jai jai
Tan mann tujh
Par arpan saara
Bhaarat mata jai jai jai
Saj kar bakhtar
Ban ke bahadur
Jaayen rann mein
Hum hum hum
Saj kar bakhtar
Ban ke bahadur
Jaayen rann mein
Hum hum hum
Dushman se ladtey
Bijli ban chamken
Shamsheeren damken
Dushman se ladtey
Bijli ban chamken
Shamsheeren damken
Dushman se ladtey
Bijli ban chamken
Shamsheeren damken


Khoon bharaa hai rag rag mein
Khoon bharaa hai rag rag mein
Bheem arjun aur akbar ka
Bheem arjun aur akbar ka
Hum watan ke
Watan hamaara
Bhaarat mata jai jai jai
Tan mann tujh par arpan saara
Bhaarat mata jai jai jai
Dil mein hamaare hain armaan
Do do haath dikhaayen haan
Mil jul ke hindu mussalmaan
Aabaad karen hum hindustaan.



Movie/album: Jai Bharat
Singers: Sardar Mansoor
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Master Mohammad
Music Director: Master Mohammad
Music Label: Saregama
Starring: Master Mohammed
Release on: 1st January, 1936
1. Who is the music director of the song Hum Watan Ke
Ans: Hum Watan Ke song music director is Master Mohammad
2. Who is/are the singer/singers of the song Hum Watan Ke
Ans: Hum Watan Ke song singer is Sardar Mansoor
3. Who is the Composer of the song Hum Watan Ke
Ans: Hum Watan Ke song composer is Master Mohammad
4. Who is the Lyricist of the song Hum Watan Ke
Ans: Hum Watan Ke song lyricist is N/A
5. What is the movie of the song Hum Watan Ke
Ans: Hum Watan Ke song is from Jai Bharat
6. Who wrote the song Hum Watan Ke
Ans: Hum Watan Ke song is written by N/A

Find other songs in - Jai Bharat