Husn agar zid pe aa jaye
Bat kisi ki na mane na mane
Husn agar zid pe aa jaye
Bat kisi ki na mane na mane
Aaj faisla hoke rahega
Aaj faisla hoke rahega
Mai janu or ye jane
Husn agar zid pe aa jaye
Bat kisi ki na mane na mane
Pyar se ye jab muskaye
Shola sabnam ban jaye
Pyar se ye jab muskaye
Shola sabnam ban jaye
Kahiye ye najar bhige
Fir to kayamat ban jaye
Dekho hum tum or wo
Dekho hum tum or wo
Sab hai iske deewane
Husn agar zid pe aa jaye
Bat kisi ki na mane na mane
Apne dil ki bat kahu
Chahe isse par karu
Apne dil ki bat kahu
Chahe isse par karu
Pas rahu ya dur rahu
Ya koi ikrar karu
Roko na meri raho ko
Roko na meri raho ko
Tum chhalkao paymane
Husn agar zid pe aa jaye
Bat kisi ki na mane na mane
Aaj faisla hoke rahega
Aaj faisla hoke rahega
Mai janu or ye jane
Husn agar zid pe aa jaye
Bat kisi ki na mane na mane.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar