Ik tha bachpan ik tha bachpan
Ik tha bachpan ik tha bachpan
Chhota sa nanha sa bachpan
Ik tha bachpan
Bachpan ke ik babuji the
Achchhe sachche babuji the
Dono ka sundar tha bandhan
Ik tha bachpan
Tehani par chadhake
Jab phul bulate the
Hath usake woh
Tehani tak na jate the
Bachpan ke nanhe do
Hath uthakar woh phulo
Se hath milate the
Ik tha bachpan ik tha bachpan
Chalte chalte chalte
Chalte jane kab in raho me
Babuji bas gaye bachpan ki
Baho me mutthi me band
Hain woh sukhe phul bhi
Khushabu hai jine ki chaho me
Ik tha bachpan ik tha bachpan
Hontho par unaki awaz bhi hai
Mere hontho par unaki awaz bhi hai
Sanso me saunpa vishwas bhi hai
Jane kis mod pe kab mil jayenge woh
Puchhenge bachpan ka ehaas bhi hai
Ik tha bachpan ik tha bachpan
Chhota sa nanha sa bachpan
Ik tha bachpan.
Ashok Kumar
Ashok Kumar, Harindranath Chattopadhyay
Asha Bhosle, Ashok Kumar, Harindranath Chattopadhyay, Hemlata (Lata Bhatt)
Ashok Kumar, Harindranath Chattopadhyay
Ashok Kumar, Harindranath Chattopadhyay
Ashok Kumar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)