Kanoon ki ek nagri dekhi
Jisme sare kane the
Kanoon ki ek nagri dekhi
Jisme sare kane the
Ek taraf se kane sare
Ek taraf se sayane the
Ho kanoon ki
Kanoon ki ek nagri dekhi
Jisme sare kane the
Bhai dariya pul me chalta hai
Waha pani me rele chalti thi
Waha pani me rele chalti thi
Languro ki dum par
Anguro ki bele pakti thi
Anguro ki bele pakti thi
Ha chuhe ghanti bandh ke
Billi se daud lagate the
Billi se daud lagate the
Khali pet par hath bajakar
Sab kangali gate the
Wah wah bhai wah wah bhai wah
Wah wah waha
Chandani rat me chata lekar
Bahar jaya karte the
Bahar jaya karte the
Or os gire to waha kahte hai
Sir fat jaya karte the
Kanoon ki ek nagri dekhi
Jisme sare kane the.
Ashok Kumar
Asha Bhosle, Ashok Kumar, Harindranath Chattopadhyay, Hemlata (Lata Bhatt)
Ashok Kumar, Harindranath Chattopadhyay
Ashok Kumar, Harindranath Chattopadhyay
Ashok Kumar
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)