Daulat ki lalach ne
Aakhir ye kaisa
Waqt dikhaya hain
Bhai bahen ki shadi mein lo
Bhesh badal kar aaya hain
Yun naamchin banne se to
Achha hota daulat na hoti
Ye aana bhi kya aana hain
Kahne ko farz nibhaya hain
Daulat hai kya ek bahan ki
Chaht ke samne
Insan kitna ghir gaya
Daulat ke samne
Apne ko bhool batha hain
Sauhrat ke samne
Daulat use mil bhi gay
To kya gajab hua
Woh kitna kamyab ha
Kudrat ke samne
Insan kitna gir gaya
Daulat ke samne
Apne ko bhool batha hain
Sauhrat ke samne.
Anu Malik, Kavita Krishnamurthy
Asha Bhosle
Anuradha Paudwal, Babla Mehta