Unko dekha to bas dekhte rah gaye
Ek chehre pe dikhte hain chehre kai
Log yun bhi badlte hain
Ye soch kar ranj itna huaa
Ke hasi aa gayi
Log jamane mein log jamane mein
Apni takdir badal lete hain
Log jamane mein
Apni takdir badal lete hain
Jab chahte hain jab chahte hain
Chehre ki tasvir badal lete hain
Uchi inki aan baan hain
Shan hai badi nirali
Jebe inki bhari huyi hain
Pyar se dil hain khali
Inke liye to is duniya mein
Pyar hai ek khilona
Jab chahe ye tod ke rakh de
Pyar ka khwab salona
Jab chahe ye
Jab chahe ye tod ke rakh de
Pyar ka khwab salona
Ye pathar dil khwabo ki
Ye pathar dil khwabo ki
Tabir badal lete hain
Jab chahte hain
Chehre ki tasvir badal lete hai
Log jamane mein
Apni takdir badal lete hain
Sang jeene marne ki vaade
Madhur milan ki raate
Sang jeene marne ki vaade
Madhur milan ki raate
Bhoolne wale bhool gaye sab
Prem bhari wo baate
Joothe inke pyar ke vaade
Joothi hain sab kasme
Waqt ke saath badal jaati
Hai in logo ki rasme
Waqt ke saath
Waqt ke saath badal jaati
Hai in logo ki rasme
Ye kaise ranjhe hain
Ye kaise ranjhe hain
Apni heer badal lete hain
Jab chahte hain
Chehre ki tasvir badal lete hain.
Anu Malik, Kavita Krishnamurthy
Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal, Babla Mehta