Nitkaam intkaam intkaam
Chaahe mita doon chaahe
Jala doon lunga magar intkaam
Ab naa rukega ab naa
Jhukega kanun ka ye gulaam
Intkaam intkaam intkaam
Insaf tha mera dharam
Kanun tha mera karam
Mere liye to farz tha khuda
Magar ye mere farz ne
Kiye hain mujhpe jo sitam
Rahenge mujhko yaad wo sada
Dil ne pukara main bhi
Tumhara jeena karunga haraam
Intkaam intkaam intkaam
Chaahe mita doon chaahe
Jala doon lunga magar intkaam
Ab naa rukega ab naa
Jhukega kanun ka ye gulaam
Intkaam intkaam intkaam
Kadam kadam sataunga
Kadam kadam jalaunga
Lagi hai dil me aag kya karu
Mitaye mujhko jis tarah
Usi tarah mitaunga
Bujhegi tab ye aag kya kahu
Jeene naa dunga badla main
Lunga ab hain yahi mera kaam
Intkaam intkaam intkaam
Chaahe mita doon chaahe
Jala doon lunga magar intkaam
Ab naa rukega ab naa
Jhukega kanun ka ye gulaam
Intkaam intkaam intkaam
Nasib kyun bighad gaya
Ye pyar kyun bichhad gaya
Koi mujhe bataye kya hua
Kiya hain maine pap kya
Jo mera ghar ujad gaya samajh
Me ye naa aaye kya hua
Viran ho gayi sunsaan ho
Gayi haye meri subahosham
Intkaam intkaam intkaam
Chaahe mita doon chaahe
Jala doon lunga magar intkaam
Ab naa rukega ab naa
Jhukega kanun ka ye gulaam
Intkaam intkaam intkaam.
Krishna Kalle
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar