Na hoti dosti tumse
Na duniya ko jalan hoti
Na bante pyar ke dusman
Na sine mein chhuban hoti
Na hoti dosti tumse
Na duniya ko jalan hoti
Na bante pyar ke dusman
Na sine mein chhuban hoti
Jo nikle band kamre se
Zamane ki uthi ankhe
Jo nikle band kamre se
Zamane ki uthi ankhe
Isara karke dono ko
Tano mein huyi bate
Na hamko dekhta koi
Na ankho mein agan hoti
Na bante pyaar ke dusman
Na sine mein chhuban hoti
Mohabbat samjh hain dilo ki
Samajhti kyu nahin duniya
Mohabbat samjh hain dilo ki
Samajhti kyu nahin duniya
Hamesha chahane walo se
Ulajhti kyu hain duniya
Mita deti jo nafrat
To ye dunai chaman hoti
Na bante pyaar ke dusman
Na sine mein chhuban hoti
Zamane mein hua charcha
Nigaho se dil ke baiya par
Zamane mein hua charcha
Nigaho se dil ke baiya par
Tera naam aane laga hain
Mere sath sabki jubaa par
Agar haum zamane se darte
Na puri ye lagan hoti
Na bante pyaar ke dusman
Na sine mein chhuban hoti
Na hoti dosti tumse
Na duniya ko jalan hoti
Na bante pyar ke dusman
Na sine mein chhuban hoti.
Kishore Kumar
Amit Kumar, Asha Bhosle
Amit Kumar, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Asha Bhosle