Intzaar Ki Lanbi Raate Kat - Dulhan Banoo Main Teri lyrics | Dulhan Banoo Main Teri - Intzaar Ki Lanbi Raate Kat lyrics

Intzaar Ki Lanbi Raate Kat is a hindi song from the 1999 movie Dulhan Banoo Main Teri. Intzaar Ki Lanbi Raate Kat singer is Shankar Mahadevan. Intzaar Ki Lanbi Raate Kat composer is Raamlaxman (Vijay Patil) and Intzaar Ki Lanbi Raate Kat lyricist or song writer is Ravinder Rawal. Intzaar Ki Lanbi Raate Kat music director is Raamlaxman (Vijay Patil). Intzaar Ki Lanbi Raate Kat features Faraaz Khan, Deepti Bhatnagar, Arun Bakshi, Beena, Dalip Tahil, Johnny Lever. Intzaar Ki Lanbi Raate Kat director is and the producer is . The audio of Intzaar Ki Lanbi Raate Kat song was released on 1st January, 1999 by Venus. Intzaar Ki Lanbi Raate Kat YouTube video song can be watched above.


Intzaar ki lanbi raate kat
Jayengi aankho mein
Teri yaad aayegi jab jab
Phul khilenge shakho mein
Wo royi hogi jo yu baithe
Baithe mera khayaal aaya hoga
Yaado ke ghere mein usne
Khudko kitana tanha paya hoga
Naa jane kaise usne
Mujhe bhulaya hoga
Meri khaatir shaam ko
Tune roj shingaar kiya hoga
Subah udhkar bhaari man
Se roj utara hoga


Tasvir aankho mein liya
Ham to yaado mein jiye
Pure wo ho naa sake
Vaade jo humne kiye
Use bhi tuti kasmo ne rulaaya hoga
Use bhi tuti kasmo ne rulaaya hoga
Wo royi hogi jo yu baithe
Baithe mera khayal aaya hoga


Wo jab milne aati thi ek
Khushbu lekar aati thi
Wo milkar chal deti thi
Magar wo khushbu reh jati thi
Wo badan shabnam kaa
Tha husn wo punam ka tha
Rang uske roop mein jaise
Har mausam kaa tha
Hatho se apne use
Rab ne banaya hoga
Hatho se apne use
Rab ne banaya hoga
Wo royi hogi jo yu baithe
Baithe mera khayaal aaya hoga


Jhuki jhuki si ankhiyo
Se milti hogi sakhiyo se
Baago mein naa  boli hogi
Jakar phoolo kaliyo se
Dard ye tadpaayega
Wo sada yaad ayega
Ab jake saath hi dil
Se ye gam jayega
Na bhula main use na
Usne mujhe bhulaya hoga
Na bhula main use na
Usne mujhe bhulaya hoga
Wo royi hogi jo yu baithe
Baithe mera khayaal aaya hoga


Naa juda honge hummaut se bhi sanam
Jaan hai tu meri saath hai har kadam
Naa juda honge hummaut se bhi sanam
Jaan hai tu meri saath hai har kadam
Naa juda honge hummaut se bhi sanam
Jaan hai tu meri saath hai har kadam
Naa juda honge hummaut se bhi sanam
Jaan hai tu meri saath hai har kadam
Naa judaa honge hum.



Singers: Shankar Mahadevan
Song Lyricists: Ravinder Rawal
Music Composer: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Label: Venus
Starring: Faraaz Khan, Deepti Bhatnagar, Arun Bakshi, Beena, Dalip Tahil, Johnny Lever
Release on: 1st January, 1999
1. Who is the music director of the song Intzaar Ki Lanbi Raate Kat
Ans: Intzaar Ki Lanbi Raate Kat song music director is Raamlaxman (Vijay Patil)
2. Who is/are the singer/singers of the song Intzaar Ki Lanbi Raate Kat
Ans: Intzaar Ki Lanbi Raate Kat song singer is Shankar Mahadevan
3. Who is the Composer of the song Intzaar Ki Lanbi Raate Kat
Ans: Intzaar Ki Lanbi Raate Kat song composer is Raamlaxman (Vijay Patil)
4. Who is the Lyricist of the song Intzaar Ki Lanbi Raate Kat
Ans: Intzaar Ki Lanbi Raate Kat song lyricist is Ravinder Rawal
5. What is the movie of the song Intzaar Ki Lanbi Raate Kat
Ans: Intzaar Ki Lanbi Raate Kat song is from Dulhan Banoo Main Teri
6. Who wrote the song Intzaar Ki Lanbi Raate Kat
Ans: Intzaar Ki Lanbi Raate Kat song is written by Ravinder Rawal

Find other songs in - Dulhan Banoo Main Teri

1
Tara Ra Ra Tara Ra Ra

Pratima Rao

3
Hare Krishna Hare Krishna

Kavita Krishnamurthy

4
Yaar Ka Mujhe Paigam Mila Ke

Bali Brahmbhatt, Sapna Awasthi Singh

5
Mere Man Main Hai

Kavita Krishnamurthy

6
Jadugar Jadugar

Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

7
Rabba Tera Shukaar Manaon

Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Vinod Rathod

8
Dulhan Banoo Main Teri (Title)

Sapna Awasthi Singh